Bulbul Ne Kya Sochkar

  • Work-from-home

lavina

TM Star
Jun 14, 2009
1,580
780
113
USA
Berang-Besabab Yeh Gulistan Banaya
Bulbul Ne Kya Sochkar Yeh Ashiyan Banaya
Udti Hai Khak Ya Rab Sham-o-Saher Mein
Kiske Gubare Dilse Yeh Khakdaa Banaya
Ek Rang e Na Rehna Yahan Ka Ajaan Nahi Hai
Kya Kya Na Rang Laye Tab Yeh Jahan Banaya
De Gaya Woh Zakhm Hamein Umr Bhar Ke Liye
Jaane Kya Sochkar Humne Usse Apna Banaya
 
  • Like
Reactions: Atif-adi
Top