~bazm-e-sukhan Anaaya Ali K Sath~ *saviou*

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113



kahin apko to sadma nahi laga na :p
muje kese lgta..main koi shayer hon bhala..{(doh)}
koi achi muchi wala shayer hota to hume bhaga deta yahan se:p
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
muje kese lgta..main koi shayer hon bhala..{(doh)}
koi achi muchi wala shayer hota to hume bhaga deta yahan se:p

haha array behna ap to bohot acha likhte ho
balke apko to zaroor likhte rehna chahiye

abhi shuruat kardo aur hamare upar hi kuch likhne pehle :p
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
shairy me mazah ka rang ho to or b maza aata hai..
koi maze ka funny sa shair sunaye:)
ye sawal b ap k nigah-e-karm ka intazar kring..
k kb ap ki is pe nazr pare or ap jawab den:p
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113



haha array behna ap to bohot acha likhte ho
balke apko to zaroor likhte rehna chahiye

abhi shuruat kardo aur hamare upar hi kuch likhne pehle :p
{(haha}){(haha}){(haha})(Allah na kre yahan koi asli shayer aaye warna humari khair nhi)

humare is naqis aqal me kuch aaya to foran manzar-eaam par layen ge..{(thinkg)}
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113



jee pehs e khidmat hai mazahiya ghazal
isme kuch haqeeqat bhi hai agar gaur kiya jaye to


kisi ki rat ki nendain chura ker kuch nahi milta
kisi ko phone pe gany suna ker kuch nahi milta

use kehna k sehnoon main na jhanky chaatt k oper se
isharo se muhabat ko jata ker kuch nahi milta

agaer ek aadh larrki ho to yeh acha bhi lagta hy......
hazaroon larrkion se dil laga ker kuch nahi milta....

gali se us k jo guzry to aise jaise hero ho ..........
paraye soute main khud ko saja ker kuch nahi milta........

kahin na hath lag jaye ye us k mumy dade ko
you us k rah main number gira ker kuch nahi milta

ary budhe Khuda ka khoof kha kuch to haya ker le
safeed zulffoon per kala rang laga ker kuch nahi milta...

mujhe ishaq k bemaroon se yahi awaz aati hy .............
ary pagal kisi se bhi nibha ker kuch nahi milta

zamana badla tum bhi khud ko badlo ay mere sahil
suna hy ab wafa ko aazma ker kuch nahi milta

hahahhaha..

kbi na kbi to annu b smjhe jaye gi k...
hoor aapa k pop corn chura k kuch nhi milta..{(haha})
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
{(haha}){(haha}){(haha})(Allah na kre yahan koi asli shayer aaye warna humari khair nhi)

humare is naqis aqal me kuch aaya to foran manzar-eaam par layen ge..{(thinkg)}

matlab apko abhi shak hai hamari shayari par /:)
hame intezar rahega un lamhaat ka jab ye manzar e aam par ayenge :)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313


ahaaaaaan wah wah MASHAALLAH

perfect answer :)
main kia roshni daalun bhaya torch hi aap en pakar liya :p

aap is pariksha may pass huey :-bd :p

chlain abhi agla sawal

apni zaat k baarey may kioi shaer ya koi ghzal btayain
koi aisa shaer jo aapki zaat ko best describe kar sakey aap k khayal may?

haha bohot shukriya hame imtehan me pass karne k liye :)
toch to hamne leli lekin uski battery apke paas reh gayi hai :p

aur apne ye jo sawal kiya hai bohot acha laga hame kyun aise ek do ashar aur ek ghazal bhi hamne kaafi arse pehle padhe the usko hifz to kiye the lekin abhi hamare paas nahi ye interview khatam hone tak milen to zaroor apse share karenge inshaAllah :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and hoorain

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113



matlab apko abhi shak hai hamari shayari par /:)
hame intezar rahega un lamhaat ka jab ye manzar e aam par ayenge :)
nhi apki shairy pe nhi..jo ap ne mere liye kaha us ne..
chelan.intazar farmayen:)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
acha..mashAllah..:)
ap ne jo apni walda muhartma k liye likha us me se agr ap k pas kuch hai to share kren..
acha ye bataen ki apki rafiq-e-hayaat ki dil chaspi hai shairy me..un k liye ap ne kuch likha?:)

hmm abhi to nahi hai annu
asal me kya hai hamne kitabi shakal me sab jama nahi kiye the balke kuch auraag me likh dete the phir usko biltarteeb pc me save kardete jab ham chutti gaye to sara data apne sath USB me lekar gaye the aur india me ek caffe me usko bhul gaye aur usme kayi ashar aur bohot si nazm aur ghazlen jo hamne shuru to kiye the mukammal nahi huyi thi wo sab gum gayee

khair aage agar kuch likhenge balke zaroor likhne ki koshish karenge aur apse share bhi karenge inshaAllah

aur rahi hamare rafiq e hayaat ki baat jab pehli baar hamne unki tasveer dekhe to uspar ek ghazal likhe the aur yahan share bhi kiye hain aur apne bhi padha hai usko
http://www.tafrehmela.com/tms-poet/140007-phir-dil-mein-ek-hasrath-si-hone-lagi.html

aur baki hamari shadi k baad bhi hamne kuch likha hai jaise hi mukammal ho sochenge share karen ya na karen /:)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and ~Zeest~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!



waah waah kya baat hai
ab hoor didi ko samajh lena hi chahiye ke
hame aise tung karne se unhe kuch nahi milta /:)
hahahhaha..

kbi na kbi to annu b smjhe jaye gi k...
hoor aapa k pop corn chura k kuch nhi milta..{(haha})

hahahaha

aur aap dono kab samajhain gaye
k meri ghair mojoodgi may akele akele enjoy karne se bhi kuch nhi milta {(nea)}
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!



haha bohot shukriya hame imtehan me pass karne k liye :)
toch to hamne leli lekin uski battery apke paas reh gayi hai :p

aur apne ye jo sawal kiya hai bohot acha laga hame kyun aise ek do ashar aur ek ghazal bhi hamne kaafi arse pehle padhe the usko hifz to kiye the lekin abhi hamare paas nahi ye interview khatam hone tak milen to zaroor apse share karenge inshaAllah :)
ok g zaroor INSHAALLAH

agla sawal

aisa kaha jaata hay balkey muje bhi lagta hay k shayer logon ko baat karne may itni maharat hoti hay k wo doosre logon ko aasani se bewaqoof bna laite hain :p
aur kuch shayer to shayri jaise azeem hunar ko kisi azeem maqsad may istamal karne ki bjaaye issi kaam k liye istamal kartey hain

aapka is baare may kia khayal hay?
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~
Top