" Bazm-e-sanaa-e-muhammad (sallallaho Alehe Wasallam)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313

[DOUBLEPOST=1353070616][/DOUBLEPOST]
The Prophet Muhammad(P.B.U.H)

Of all Allah's creations,
He was the most supreme,
And he filled this world with Nur,
The kind we've never seen.

Even history can show no parallel to him,
The most perfect being by far,
He was the Prophet ,
And most beloved by Allah.

Never will anyone be able to match up to him,
Even if all of us combined,
Because he was uniquely created,
And sent as a mercy to mankind.

So humble were his actions,
And so justly did he rule, that even the non-believers embraced Islam,
Oh, how great was our Rasul .

For all the years he lived,
He never held a grudge,
He never told a lie,
He was more honest than a judge.

Our Prophet even forgave his enemies,
No matter what their actions were,
And he even made Dua for them,
An attribute that is so rare.

For all the favours bestowed upon him,
Our Prophet never forgot his Ummah,
And yet how much have we done to repay him,
Do we even practice upon his Sunnah?

Just to be a bit like our Prophet ,
Should be something we all desire,
Because his attributes are so many,
It would take more than one lifetime to acquire.

Please practice upon his teachings,
Because they are an important guide,
To reunite us with our savior,
And with him Jannah to reside
jazakAllah khair Shoaib bhai,
very nice sharing,
parh kar emaan taza ho gaya,
 
  • Like
Reactions: Nelly and *SHOAIB*

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
"zindai haqeeqat main bass ussi ne paai ha
Mustafa k koochay main mout jis ko aai ha
char su andhera tha,zulmaton ka ghaira tha
Mustafa k aanay se bazm jagmagaai ha
(SALLALAHO ALEKA WASALAM)
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH and Nelly

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Saray Nabiyon k uhday barray hain,lekon Aaqa ka mansab juda ha
wo Imam-e Saf-e Anbiya hain,unka rutba barron se barra ha
koi lafzon main kaisay bata day,unkay rutbay ke hadd ha to kia ha
hum ne apnay barron se suna ha,siraf Allah un se barra ha
(SALLALAHO ALEHE WASALLAM)
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
"Aey ishqe Nabi meray dil main b sama jana
mujh ko b Muhammad ka dewana bana jana
jo rang k jami par,roomi pe charhaya tha
uss rang ke kuch rangat mujh pe b charha jana
(SALLALAHO ALEHE WASALLAM)
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Some posts are being deleted due to shirkya meaning of some lines!
for further discussion, report the content!

Again it is requested plz try to share Darood shareef only!
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Some posts are being deleted due to shirkya meaning of some lines!
for further discussion report the content!

Again it is requested plz try to share Darood shareef only!
jin posts ko aap ne shirkiya qar day kar delete kiya ha,unkay shirkiya honay ka koi saboot surely aapkay pass nahi ha,magar chonkay aap k pass delete karnay ke power ha,so aap kar sakti hain,
koi bat nahi Allah sab dekh raha ha,
lekon Hazrat Hassan bin sabit(R.A) ke sunnat adaa karnay se aap kisi ko nahi rok saktien!
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
hoorain sis to mujhe answer nahi kar rahi hain,to kia koi aur staff member hoorain sis ko razi karay ga k wo explain karain k unho ne yesterday jin naatiya ashaar ko delete kiya ha wo kis lehaz se shirkiya hain aur un main kon kon c lines aur words shirkiya meanings main aatay hain?
(yad rahay k iss hawalay se ma 1 report b submit kar chuka hoon,magar koi response nahi mila)
@Don , @Nelly , @RedRose64 , @Atif-adi ,
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
hoorain sis to mujhe answer nahi kar rahi hain,to kia koi aur staff member hoorain sis ko razi karay ga k wo explain karain k unho ne yesterday jin naatiya ashaar ko delete kiya ha wo kis lehaz se shirkiya hain aur un main kon kon c lines aur words shirkiya meanings main aatay hain?
(yad rahay k iss hawalay se ma 1 report b submit kar chuka hoon,magar koi response nahi mila)
@Don , @Nelly , @RedRose64 , @Atif-adi ,
give her some time she will answer.. In Sha Allah !
 
  • Like
Reactions: Star24 and hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hoorain sis to mujhe answer nahi kar rahi hain,to kia koi aur staff member hoorain sis ko razi karay ga k wo explain karain k unho ne yesterday jin naatiya ashaar ko delete kiya ha wo kis lehaz se shirkiya hain aur un main kon kon c lines aur words shirkiya meanings main aatay hain?
(yad rahay k iss hawalay se ma 1 report b submit kar chuka hoon,magar koi response nahi mila)
@Don , @Nelly , @RedRose64 , @Atif-adi ,
maine pehle explain karne balkey Detail se Discuss karne ki koshish ki thi,,,magar aapko wo issue lagga n u posted a thread in issues section!
i thought aap discuss karne k mood may nhi ho to majburan muje direct Edit hi karna parra!
now if u really want to discuss!
i just want to know from u What is Shirk? simple si definition n types bta dain Shirk ki...

Baqi rhi baat aap k first page waale Ishaar ki

Taire tukron pe paley!

Paalne wala,,Raziq,malik, kisse kehte hain Rab ko, ri8? rab kon hay? sirf aik ALLAH!

Irhsad-rubani hay:

أَمَّنْ هَٰذَا الَّذِي يَرْزُقُكُمْ إِنْ أَمْسَكَ رِزْقَه

"Bhala wo kon hay jo rozi dey tumko, agar ALLAH apni rozi band kar dey"(Al-mulk:21)

next jo shaer delete hua that was "kashti aap pe chori aaney do ya dibo do"
Har cheez par qadir kon hay?
hmare liye kuch acha ya bura ho sakta hay to kis k hukam se?,,
apne liye kamyabi ki dua maang saktey hain to kis se? sirf aik ALLAH se ,,kisi bhi aur se maangna Brabri may aata hay Brabri hi shirk hay!

وَقَضَىٰ رَبُّكَ أَلَّا تَعْبُدُوا إِلَّا إِيَّاهُ
Aur tumhaare rab ne ye faisla farma diya k tum is (ALLAH) k siwa kisi ki ibadat na karo (bani-israel:23)

ALLAH tala k siwa kisi aur ko madadgaar tasawur karna kisi aur k bare may ye yaqeen rakhna k koi(ghair ALLAH) hmari mushkilat ko aasan kar sakta hay ya hamain jaza-o-saza de sakta hay ya hamain nafa ya nuqsan pohancha sakta hay aur us se mannatain ya duayain maangna ye bhi shirk hay, ALLAH k siwa kisi se nhi maanga ja sakta AMbiah karam (A.s)se bhi nhi:

agar chahtey hain aap to plz discussion continue karain is par :)
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
@Don brother even I can also explain how that
was shirkiya poetry and a poetry which lies on
our dear Holy Prophet Peace Be Upon Him

subse pehle to naat mein ALLAH ke bajaye
ALLAH ke Nabi saww se dua maangi gaiy
jo ke shirk hai kyunke du'a ibaadat hai
aur ibaadat sirf ALLAH ki hoti hai

ik aur maqaam per kaha gaya tere
tukron per palne de ghair ki chokhat
pe na daal

mein arz karta hoon in alfaaz ke share karne waalon
se ke kya ALLAH kE RASOOL A.S aaj zinda hain badshahi
kar rahe hain jo ye unke paas ja kar aisi arzi laga rahe
hain ya phir aisi baat RasoolALLAH saww ki tauheen hai

doosre maqaam per janab ke naat numa shirkiya
kalaam mein kashti ko hi ALLAH ke RasoolALLAH saww
ke aasre karte huwe bola ke bacha do ya dubo do
aapke aasre hai aap khud zara soch kar bataaiye
RasoolALLAH saww ka martaba yeh hai ke hum un per
darood o salaam bhejen aur unka rutba ye hai darood o salaam bhejen aur unka rutba ye hai ke
wo jannat ke subse aala darje mein araam farma hain
ya phir NAUZBILLAH hum ALLAH ke Rasool a.s ke hawaale
kashtiyan karte phiren apni ?? Ye kahan se ISLAAM hai Don bro ??

Aur phir teesri baat ALLAH ke Habeeb salat o salam per
ye jhoot bola gaya ke unka saaya hi nahin
jabke unke saaya tha aur ye baat mukhtalif ahadeeth
se saabit hai

@ho
 
  • Like
Reactions: Don and hoorain

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
maine pehle explain karne balkey Detail se Discuss karne ki koshish ki thi,,,magar aapko wo issue lagga n u posted a thread in issues section!
i thought aap discuss karne k mood may nhi ho to majburan muje direct Edit hi karna parra!
now if u really want to discuss!
i just want to know from u What is Shirk? simple si definition n types bta dain Shirk ki...
wrong...koi b iss thread ko shuru se parhay to dekhay k ma ne aapkay har sawal ka jawab diya,agar aapko mera behave bura laga to ma ne mazrat b ke,aik dafa bat khatam hui magar aap ne achanak dobara aa kar pehlay mali batain duhrana shuru kar dien,yahien se hight creat hui,
aap mujh se shirik ke definition na puchain,aapkay nazdeek jo shirik ke tareef ha,aap uss k lehaz se he bata dain k un ashaar k kon c lines aur kon say words shirkiya meanings main aatay hain?
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
wrong...koi b iss thread ko shuru se parhay to dekhay k ma ne aapkay har sawal ka jawab diya,agar aapko mera behave bura laga to ma ne mazrat b ke,aik dafa bat khatam hui magar aap ne achanak dobara aa kar pehlay mali batain duhrana shuru kar dien,yahien se hight creat hui,
aap mujh se shirik ke definition na puchain,aapkay nazdeek jo shirik ke tareef ha,aap uss k lehaz se he bata dain k un ashaar k kon c lines aur kon say words shirkiya meanings main aatay hain?
maine bta diya hay check my post again!
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
maine pehle explain karne balkey Detail se Discuss karne ki koshish ki thi,,,magar aapko wo issue lagga n u posted a thread in issues section!
i thought aap discuss karne k mood may nhi ho to majburan muje direct Edit hi karna parra!
now if u really want to discuss!
i just want to know from u What is Shirk? simple si definition n types bta dain Shirk ki...

Baqi rhi baat aap k first page waale Ishaar ki

Taire tukron pe paley!

Paalne wala,,Raziq,malik, kisse kehte hain Rab ko, ri8? rab kon hay? sirf aik ALLAH!

Irhsad-rubani hay:

أَمَّنْ هَٰذَا الَّذِي يَرْزُقُكُمْ إِنْ أَمْسَكَ رِزْقَه

"Bhala wo kon hay jo rozi dey tumko, agar ALLAH apni rozi band kar dey"(Al-mulk:21)

next jo shaer delete hua that was "kashti aap pe chori aaney do ya dibo do"
Har cheez par qadir kon hay?
hmare liye kuch acha ya bura ho sakta hay to kis k hukam se?,,
apne liye kamyabi ki dua maang saktey hain to kis se? sirf aik ALLAH se ,,kisi bhi aur se maangna Brabri may aata hay Brabri hi shirk hay!

وَقَضَىٰ رَبُّكَ أَلَّا تَعْبُدُوا إِلَّا إِيَّاهُ
Aur tumhaare rab ne ye faisla farma diya k tum is (ALLAH) k siwa kisi ki ibadat na karo (bani-israel:23)

ALLAH tala k siwa kisi aur ko madadgaar tasawur karna kisi aur k bare may ye yaqeen rakhna k koi(ghair ALLAH) hmari mushkilat ko aasan kar sakta hay ya hamain jaza-o-saza de sakta hay ya hamain nafa ya nuqsan pohancha sakta hay aur us se mannatain ya duayain maangna ye bhi shirk hay, ALLAH k siwa kisi se nhi maanga ja sakta AMbiah karam (A.s)se bhi nhi:

agar chahtey hain aap to plz discussion continue karain is par :)
JAZAKUMULLAHU WA KHAIRAAN @hoorain sister well explained .
 
  • Like
Reactions: hoorain

pehli bat to ye ha k kisi b shaer ka matlab uss waqt wazea nahi kiya ja sakta jab tak ussko poora na likh jae,aap ne siraf chand alfaz likhay aur apni soch k lehaz se unkay meanings nikaal liyay,ye to aisay he jaisy lakeer ko peeta jae,aap ne jo refrences diyay hain aur un k hawalay se jo b kaha ha, ma soch b nahi sakta k un se inkar karoon,magar aap in ashaar ko jis tareqay unkay sath fit kar rahi hain uss se mujhe ikhtalaf ha,
"teray tukron pe palain.." k hawalay se ma pehlay 2 dafa explain kar chuka hoon k ma ussko kin meanings main leta hoon,baqi kashti wala shaer aap poora likh kar bat kartien to behtar tha,iss shaer main meray khiyal main Nabi-e-Pak(S.A.W) jo apnay umatiyon ke qiyamat walay din shafaaet farmaaen ge,usske taraf ishara ha,
hoorain sis ma iss bat pe yaqeen rakhta hoon, k ho sakta ha k ma he aap se kuch seekh jaoon,lekon isskay lie zaruri ha k aap b calm rahain aur dusron ko b rakhain,
mujhe afsos ha k aap ye bhol jati hain agar aap moderator na hotie to mery posts ko delete nahi kar sakti thee,so yahan aap meray sath as staff member discussion kar rahi hain to aap ko neutral rehna chahyay aur kisi b dusray fard ko manaa karna chahyay k wo iss discussion main involve na ho aur koi aisy post na karay k jis se jagra ho,
ma aap se kuch sawal karta hoon,plz aap he jawabat dejiyay ga,kisi aur k jawab ko ma tasleem nahi karoon ga,
1.kia aap ko yaqeen ha k aap ne in ashaar ko jin meanings main liya ha,shaaer k zehan main b ye shaer likhtay hue yehi meanings hon?
2.jin ashaar ko aap ne delete kiya wo Imam Ahmad Raza Barelvi ke kitab "Hadaaeq-e-Bakhsish" se liyay gae hain,ye kitab almost 100 saal pehlay likhi gai,to kia aap kisi mustinad aur ghair mutnazia aalm-e-deen ka koi fatwa dikha sakti hain k jis main unke in naaton ko shirkiya qarar diya ho?
3. Aap ne uss shakhsiyat ke naaton ko shirkiya qarar diya k jinho ne 1000 se zaida kitabain likhi hain,aur jinhain Allama Iqbal ne apnay dour ka sab se bara faqeeh qarar diya,lekon aap shied un se barri aalim hain iss lie aap ne unke poetry main nuqs nikaal kar ye sabit kiya k koi b perfect nahi hota,to jab itni barri shakhsiyat perfect nahi ho sakti to kia aap perfect hain?
Agar to aap apnay ilam aur apnay aapko perfect samajhti hain to bat he khatam!
Aur agar aap perfect nahi hain to kia aapkay pass kisi cheez ko shirkiya qarar denay ka ikhtayar hona chahyay?
 
  • Like
Reactions: *SHOAIB*

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Ishaar ka matlab btane se ziada aap muje shayer ka naam bta rhe hain,,,main unhe nhi jaanti muje nhi pta ye ishaar ksi ne likhey jinho ne bhi likhey us may jo points theek nhi thay maine explain kar diye..
unho ne ksi sense may likha main un se kaise poochun? jahan kisi baat k do matlab nikal rhe hain hain wo baat karni hi q?
muje nhi pta brevlio k kia aqayd hain par jahan tak maine shirk k topic pe aayat n ahadith ko study kiya n samjha hay according to them ye ishaar conflict kar rhe thay aur uski kuch detail maine aapko di!

Kisi baat may Shirk kahan hay ye janne se pehle zaruri hay k ye jana jaaye k Shirk kia hay?

MAzeed discussion main encourage karungi agar kisi Reference k saath ho ,,,sirf is tara ki batain ya speech hain to discussion khatam nhi hogi.

Is thread ka maqsad Sawab hi hay to Darood Shareef share karain ALLAH tala aur us k farishtey bhi prophet Muhammad (PBUH) par darood bhaijte hain aur hamain bhi iska hukam hay to q na wo kaam kiya jaaye jis may confusion ki gunjaysh nhi?
 
aap ne meray kisi 1 sawal ka jawab b nahi diya,chalain chorain lekon yahan darood shareef k sath sath naatain b share hon ge,In Sha Allah,
ma pehlay ke tarha wohi ashaar share karoon ga jo meray hisab se shirkiya nahi hain,agar aap ko apnay aqaaed k lehaz ashirkiya lagain to aap pehlay ke tarha baghair kisi saboot k delete kar sakti hain kiounkay aap k pass power ha,
aur wasay b aap ne apnay amaal ka hisab dena ha aur ma ne apnay aamaal ka!
Ok take care and carry on!
 
Status
Not open for further replies.
Top