Baad Baan Khulney Se Pehlay Ka Ishara Deikhna

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Baad baan khulney se pehlay ka ishara deikhna
Mai samamder deikhti hoon tum kinara deikhna

Yu bichara bhi boht aasaan nahi tha us se mager
Jatay jatay us ka wo mor k dubara deikhna

Kis shabaahat ko leyai aya hai darvaze pe chand
Ay shab e hijraa zara apna sitara deikhna

Aaine ki ankh hai kuch kum na thi meray leyai
Janay ab kya kya dikhaya ga tumhara deikhna
 
Top