Allah Ki Muhabbat..

  • Work-from-home

naazii

TM Star
Mar 28, 2014
1,383
333
83
magar insan phir bhi nai samjhta.. kaash insan apni r apny Allah ky haqeeqat ko jan saky..
 
  • Like
Reactions: Hoorain

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Assalaam-O-alaikum

Mujhay tou yeh statement or iqtibas bohat hi controversal lag raha hay....

Meray khayal say yeh kehna munaasib nahin kay ALLAH SWT ki mohabbat kay ilaawa baaqi duniya ki koi mohabbat sachii nahin.... ALLAH SWT kay baad NABI-E-KARIM SAW ki mohabbat hay... aur jiss nay Nabi SAW say mohabbat nahin kii uss ka Iman hi mukammal nahin... uss kay baad waldain ki mohabbat, ustaad ki mohabbat, behan bhaiyon, biwi ya shohar, bachoon ki mohabbat... Duniya main aik MOHABBAT hii tou jo KHULOOS aur BAYLOUS hotii hay.... baaqi sab ishq, ulfat, chahat... yeh shaitaanii kaam hain!!

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313

Walaikumassalam.
Is Iqtebas Me sachi muhabbat lafz to kahin hai hi nahi..Lazawal Hona alag Baat hai aur sacha hona alag..Aur Behshak Nabi Sallal lahu alaihi Wasallam ki Muhabbat bhi rakhna Imaan ka juz hai..Lekin Qayamat K Roz Use Bhi zawal aayega..har cheez k saath..
Siwae Allah aur uski Muhabbat K.
 
  • Like
Reactions: thefire1

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Walaikumassalam.
Is Iqtebas Me sachi muhabbat lafz to kahin hai hi nahi..Lazawal Hona alag Baat hai aur sacha hona alag..Aur Behshak Nabi Sallal lahu alaihi Wasallam ki Muhabbat bhi rakhna Imaan ka juz hai..Lekin Qayamat K Roz Use Bhi zawal aayega..har cheez k saath..
Siwae Allah aur uski Muhabbat K.
ShiXu_MiXu jee, iqtibaas ghour-talab hay... main iss ka dosra juzz likh raha hoon 'Rab Sohnay kii Mohabbat kay ilaaawa Duniya ki koi MOHABBAT SACHII nahin'.... baaqi aap ki 'la-zawaal' waali baat say mutafiq hoon aur uss main koi dosrii raayay nahin hay... main nay tou bas isi dosray Juzz ko highlight kia hay, and I think I make a lot of sense when I conveyed my opinion, Shukriya :)
 
  • Like
Reactions: ShiXu_MiXu
Top