Allah Ke Nabi Zinda Hain

  • Work-from-home

Arsall

Newbie
Sep 30, 2008
50
11
0
tamam fani hain.

ALLAH ki zaat k elawa har chiz fani hay., tamam makhlookat fani hain., agar koi es k bar aks sochta hay.., tu wo ALLAH ki saffaat main shareek tehrata hay jo k khulla shirk hay..
think., and try to understand
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
ALLAH ki zaat k elawa har chiz fani hay., tamam makhlookat fani hain., agar koi es k bar aks sochta hay.., tu wo ALLAH ki saffaat main shareek tehrata hay jo k khulla shirk hay..
think., and try to understand
Beshak laikin iss ka yeh matlab nahi ky hum yeh nahi manty ky Allah ky Ambiya ko mout nahi ati... mout ati hai laikin unn ko phir zinda kar diya jata hai aur woh apni Qabron mein zinda hain.
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
is bat ko main is liya mannay k liya ready hu kyn k main sochti hu nabion ka darja shahedon se ziada hai aur jab sheedon se ziada hai to jab shaheedon k baray main ye farma dea gaya k unko murda na kaho wo zinda hain un ko rizq bhi milta hai

to zara sochain nabion ka aur ap(SAWW) jo k nabion k sardaar hain kia un se kam darja rakhtay hain

shaheed to itnay sahba-e-kaarm huay aur aaj kal bhi horahay hain muslim shaheed zara socheya is par ghor kijye
 
Nov 19, 2008
21
9
0
54
Chitral
app aghar kahain ky pakistan 1 nahi 2 hain tu iss ka yeh matlab nahi ky app ki baat man li jai.
jo baat ahadith say sabit hai uss ka koi radd hai tu pesh karain khudh say batane say kuch sabit nahi ho ga.
ambiya alahie salam ko zinda mann'ne say konsa shirk hota hai ?
aur ahadees mein aya hai ambiya apni qabron mein zinda hain aur meeraj ki raat huzoor sallalahu alaihe wassalam ne hazrat mosa alaihe salam ko apni qabr mein namaz ada karty dekha.
namaz rooh per nahi jism per farz hoti hai.
so app ky pass koi pakka saboot hai tu lain.
جناب آپ کے دلائل کمزور ہیں۔ نبی ولی یا شہید کی زندگی کا یہ مطلب نہیں ہے کہ وہ آس پاس موجود ہیں اور انکو مدد کے لئے پکارا جا سکتا ہے۔ اس کا بحث فضول ہے کیونکی جنکا عقیدہ اس پر پختہ ہے وہ تبدیل کم ہی ہوتے ہیں ۔ کافی لوگ اس عقیدے کی آڑ میں رنگیں کپڑے پہن کر بازار لگا کر بھی ببٹھے رہتے ہبں ۔آپ صوفیا‏ کے طریقے کو سمجھنے کے لئے ترکی کے مشہور عالم فتح اللہ گولین کا لکھا -اسلام کا صوفیانہ طریقہ- پڑھئے۔ صرف اس بات کو جھگڑا بنائے نہ بیٹھئے کہ انبیا کرام ص قبروں میں زندہ بیٹھے ہیں۔
بریلوی اس حد تک خود میرے بھی دوست ہیں جو کہ صوفیانہ طریقے کے ماننے والے ہیں اور ذکر کرتے ہیں۔ اس بات میں اور ان لوگوں کے عقیدے میں کوئی کمی نہیں ہے۔
اس بات میں بھی کہ انبیاء ع زندہ ہیں کوئی شک نہیں ہے مگر اس میں کچھ لوگ اتنا آگے نکل جاتے ہیں کو رسول پاک ص کو خدا کی ذات میں شریک کرتے ہیں اور خدا سے براہ راست کسی سوال کی نفی کرتے ہیں۔ ان کو پکار کر ایسا محسوس کرتے ہیں کہ گویا وہ آس پاس موجود ہیں جیسے کہ خدا تعالیٰ ۔ اگر آپکا عقیدہ یہ ہے اور کہتے ہیں کہ ایسے عقیدے کے لوگ پوری دنیا میں ہیں تو یہ درست نہیں ہے۔ شام اور ترکی کے علاقے میں ایک ایسا فرقہ ہے جو تین ذاتوں خدا تعالیٰ، محمد ص اور حضرت علی کو آپس میں ایک جان کر ان پر عقیدہ رکھتے ہیں(نعوذ باللّھ)۔

پیغمبر ص کے دانت مبارک غزوہ احد میں شہید ہو گئے جو آپ کے مطابق روحانی نہیں جسمانی عمل تھا۔
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Ilyas bhai Quran o Hadith say sabit karain ky Huzoor Sallalahu alaihe wassalam ko hazir o nazir mann'na shirk hai.
Asal mein app jaison ka yahi masla hai ky app dekhty, sunntay aur samajhty nahi ulta Kufr ky andha dhun Fatwa Muslims per jhar daity hein.
Aghar meray dalail kamzoor hain tu mazboot dalail ky sath app meray dalail ka radd sabit kar do.
Sirf batain karne say koi cheez sabit nahi hoo jati app ne jo kuch likha pehly woh sabit karo.
Aur aik Dafa koi aur Post karne say pehly humare yani Ahl-e-Sunnat ka Hazir o Nazir ky mutaliq Aqeedah bhi read kar lain taakey app ko kuch samajhne mein mushkil nah hoo.
Check out This Thread

http://www.tafrehmela.com/islam/20433-rasool-allah-sallalahu-alaihe-wassalam-hazir-o-nazir-hain.html


 

tausifansari

Newbie
Jan 18, 2009
13
5
0
37
Mumbai , Mahrashtra , India...
Assalamualekum..

Me apne pyaare momin bhaiyoo aur behno se kuch kehna chahuga.....

Duniya se dil lagakar duniya se kya milega...
Yaadein khuda kiye jaa..Tujhko khuda milega...

Hamare Nabi Mohammed Mustufa (S.A.W) Unki dua ki wajah se hum duniya me t.k hue hai...
Aur sabse Badi baat ye hai ki..Allah ne hum musalman bhaiyo ko Ek Bohot Kimti tohfa ataa kiya hai...
Aur tohfa ye hai k hum apni nabi ki ummat se hai....

Pyaare momin bhaiyo aaj k daur me log ladkiyo k dekh kar muskurahat dete hai..

Par hamare nabi (S.A.W) Apni Ummat ko dekhkar muskurahat dete the...
Subhanallah.....

Allah Hafiz..
 

mfahad

Newbie
Feb 26, 2009
1
1
0
Zindagi Mehmaan hai teri ..Zindagi par tu aitbaar na kar...
Dil me basa le khuda ko tu...Khud ki saanso par bhi tu aitbaar na kar...
Salam
Allah ke siwa her zaat fani hai ...everybody soul shall die except Allah... shaheedon ko zinda kehne ki baat jahan tek hai misaal hai...everybody dies...ofcourse spirit is alive but its not in ur qabr ...there is a place jahan saari spirits rehti hain after death...body remains in the qabr without the spirit...every living thing has to die which is created one day or another...jahan tek we talk about Holy Prophet(pbuh) he is dead too...his spirit is alive ofcourse but bodily he is dead...no connection from the world...so prophets cant even listen to what we say n cant even know...dead ppl are totally disconnected from the world...these are sum facts...m sorry if i hv hurt nebodys feelings...but pure authentic facts...
 
  • Like
Reactions: Rizwan22

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
mfahad are you Muslim ?
I think not because koi Muslim Qur'an ki kisi ayat ka inkar nahi kar sakta aur jo karta hai woh tu Muslim rehta hee nahi aur app ne Shaheedon ko bhi murda keh diya.
Astagfirullah
 
  • Like
Reactions: Rizwan22

mueed

Newbie
Jun 27, 2009
1
0
0
Reply to
Agar Allah ke nabi Zinda hain to hamari bhi mulaqat karado. Zinda shakhas se to mulaqat ho sakti hai. lakin foot shuda se nahi ho sakti.
Reply

Salam
tu apni maan sey poch keh tera baap kon tha ho sakta hai yahudi ho.aur apney shijray mein dekhna kahin na kahin khanjeer ka talluk zaroor hoga
 

asif_1982

Newbie
Aug 7, 2009
1
0
0
41
mera app ko yahi mashwra hai k app QURAAN ko sahi terha say samjoo. ALLAH hum sab ko hidayet day aameen
 

call_the_

Newbie
Aug 24, 2009
7
3
0
37
salam,
baat ho rahe hai mot ki.sub say pehlay humai is baat ka pata hona chahea k mot kamatlab kya hai.mot ka matlab hai mutakil hona ya intikal kar jana.mot yeh hai k 1 aalm say dusray aalam mai chalay jana.hum to mot ko khatam ho jana he samjtay hain.Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum aj b waisay he sub kuch jub daikhtay hain jaisay apni zahiri hayat mai thay.APP
Sallalla Ho Alai Wasallum is dunya say zahiri tore peh chalay gay hain but kainaat ka sara nizam APP Sallalla Ho Alai Wasallum k isharo peh chalta hai.kainaat mai harkat APP Sallalla Ho Alai Wasallum ki harkat say hai.ALLAH jahano ka Rab hai aur Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum tamam jahano k lea Rehmat hain.thay nahe.Hain.kal b thay ,aj b hain aur abad tak hain.hum log Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum ki zaat ki aqal say samjanay ki try kartay hain jo k posible nahe hai cos humaray zehan aur aqal ki itni rasae kaha hai.yeh to Ishq ki batain hain aur ahal e Ishq he better samaj saktay hain. jub kisi ko Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum ka Ishq aur nisbat naseeb ho jati hai to woh yeh nahe sochta k Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum zinda hain ya nahe.woh itna janta hai Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum us k aqa o malik hain. jub woh Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum ko pukarta hai Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum us ki baat suntay hain.insan k yakeen mai yeh baat rasakh ho jati hai k Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum muj say door nahe.mere her harkat Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum ki rehmat aur karam hai. hum kum aqal kaisay apnay AQA Sallalla Ho Alai Wasallum ki zaat aur shan aur martaba samaj saktay hain. ALLAH k bahd Hazoor Nabi Kareem Sallalla Ho Alai Wasallum ka mukam sub say aala hai.
JAZAKALLAH
 

be_unique

Newbie
Aug 27, 2009
1
0
0
37
salam,

acha agar kisi ko aitraz hai k Anbia Karam Alaisalam apni qabro mai zinda hain ya nahe to hum qabarstan jatay hain to salam daitay hain to waha kon sunta hai?
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
Aslam o Alaikum
Bahi Jan
Is per ham sab muslim ka iman ha k " Muhammad sallalaho alihe wasallam apne Roz-e-Mubarak mai HAYAT hain" likin ye aqida rakhna k Muhammad sallalaho alihe wasallam dunya ki zindagi mai Hayat hain aur Har jaga hazir nazir hai to ye Allah k sath SHIRK hai.
Brilvi ka yahi mushrikana aqida hai k nabi har jaga Hazir nazir hai.isi wajeh sy "Ala rasoolullah " ki jaga " Ya rasoolullah " perhte hai.
is aqide ki bunyad per Brilvi Quran ki kyee aayat aur Ahadees k munkir hai.
Mere Aaqa sallalaho alihe wasallam ne farmaya" jo mere Roza per DROOD perhta hai wo mai Khud sunta hoon aur jo Drood mujh per parah jata hai FARISHTE wo Drood mujh tak pohchate hai.
Anwar
 
  • Like
Reactions: Rizwan22
Top