Allah Ke Nabi Zinda Hain

  • Work-from-home

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
aap nay khud hadis quote ki, jis main aap nay likha ,
k NABI S.A.W. nay farmaya k jis nay meri WAFAAT k baad (aap mujhay wafaat ka matlab samjha dain) meri kabar ki ziyarat ki, goya us nay meri hayat main ziyarat ki

agar koi mujh say milnay aae ghar par aur main ghar par nahi mila, aur main kahta hoon k tum mere ghar par aae goya tum mujh say mil liye, jesay k main tumharay samnay tha,,
kiya waqaee main samnay tha ya main nay misaal di...
aap mujhay matlab samjha dain. jazak ALLAH
You got brain don't you?

har Nabi ko maut aae hay. , siwae Eeisa Alai salam k, un ko ALLAH nay zinda utha liya tha, aur unhein dubara wapis bheja jaega jub kaanray dajjal ka fitna ronuma hoga,, un ko phir maut aaegi us k baad...
lafani zaat sirf ALLAH ki hay
You sure got a brain.

بلکل ٹھیک کہا آپ نے موت کا کوی انکار نہی کر رہا لیکن موت کے بعد والی بھی ایک زندگی ہے یہاں اس زندگی کی بات ہو رہی ہے ۔[/right]

Shukar hai haqeeqat maan li. Maut kay baad wali zindagi to qiyamat main shuru ho gi. Aap uski baat kar rahay hain.
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Tum ne bilkul ghalat baat kahi zarori nahi ek banda zinda hai tu uss say mulaqat bhi hoo sakti hai Sadar Bush Zinda hai kabhi milay ho usay ? Chalo woh tu Dor hai Asif Ali Zardari tu Pakistan mein hai na.
Aur humara Aqida hai ke Jab Allah ne Quran mein Shuhada ko Zinda Farmaya aur Nabi Sallalahu Alaihe Wassalam ne Bai shumar Ahadith mein Farmaya ke Allah ke Nabi Zinda hain tu Hum Quran-o-Hadith ke munkir nahi hoo sakty cahai kuch bhi ho.
Tum apne app ko Ahl-e-Hadith kehty ho laikin HAQEEQTAN TUM MUNKIR-E- QURAN-O-HADITH HO.

This is the biggest fatwa given by you.
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Aap ne meray aiteraz ka jawab nahi diya main ne simple sawal kiya tha. Aap ne bila waja itni lambi post chaap di. Iss post main merai sawal ka jawab nahi. Chalo ham ne mann liya ke Allah ke nabi zinda thai to sahaba Ikram ne zinda nabi ko qabar main kiyon dafna diya?

Good question.
 

Malang009

Banned
Oct 16, 2008
85
13
0
Canada
hayat un nabi ka masla deobandi main bhi ikhtilafi hai. Hum se badd main behas karna pehlay apnay ulma ko to yai masla hal kar leney do.
جو لوگ حیات النبی کو نہیں مانتے وہ دیوبند نہیں ہیں ، کیونکہ تمام علماء دیوبند اور موجودہ مدرسہ دارلعلوم دیوبند کا وہ بھی حیات النبی کے قاءیل ہیں
 

Malang009

Banned
Oct 16, 2008
85
13
0
Canada
shukar hai haqeeqat maan li. Maut kay baad wali zindagi to qiyamat main shuru ho gi. Aap uski baat kar rahay hain.
میں نے جو احادیث پیش کی ہیں شاید آپکو وہ پڑھنے کی توفیق نہیں ہوی ۔ابھی ضرور پڑھ لیں
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
میں نے جو احادیث پیش کی ہیں شاید آپکو وہ پڑھنے کی توفیق نہیں ہوی ۔ابھی ضرور پڑھ لیں

Haan naheen par'hi aap pay to wahi bhi nazil hoti hai.

Aap mujhay batain aap kon si zindagi ki baat kar rahay hain. Marnay kay baad dobara zindagi to qayamat kay din milaay gi. Aap kis zindagi ki baat kar rahay hain apni zuban main bata dain maharbani ho gi.
 

Malang009

Banned
Oct 16, 2008
85
13
0
Canada
haan naheen par'hi aap pay to wahi bhi nazil hoti hai.

aap mujhay batain aap kon si zindagi ki baat kar rahay hain. Marnay kay baad dobara zindagi to qayamat kay din milaay gi. Aap kis zindagi ki baat kar rahay hain apni zuban main bata dain maharbani ho gi.
میں نے کبھی یہ دعویٰ نہیں کیا کہ مجھ پر وہی نازل ہوتی ہے حضرت محمد ﷺ کے بعد اگر کوی یہ کہے کہ میرے پر وحی نازل ہوتی ہے تو وہ بااجماع امت اور قرآن اور حدیث کے مطابق کافر ہے میں نے اپنے الفاظ میں شاید کا لفظ استعمال کیا تھا جسکا مطلب ہے کہ میرا اندازہ ہے اور وہ میں نے آپکی باتوں سے لگایا تھا یہ کہ میں آپکی الگ سے جواب دوں کہ میں کس زندگی کی بات کر رہا ہوں بھتر یہ ہی ہو گا کہ آپ احادیث پڑھ لیں کیونکہ میں شاید آپکو سہی نہ سمجھا سکوں
 

Arsall

Newbie
Sep 30, 2008
50
11
0
jahalat ki entiha hay,
shahid bhai zara aap enhain wo hadis pesh karain, jis main Hazrat Umar nay Nabi S.A.W. ki wafaat ki khabr sun kar talwaar nikal li thi jazbati hokar..
Jazak ALLAH
 

Malang009

Banned
Oct 16, 2008
85
13
0
Canada
jahalat ki entiha hay,
shahid bhai zara aap enhain wo hadis pesh karain, jis main hazrat umar nay nabi s.a.w. Ki wafaat ki khabr sun kar talwaar nikal li thi jazbati hokar..
jazak allah

یار بلکل ٹھیک کہا آپ نے کہ جہالت کی حد ہے حدیث میں تو یہ لکھا ھے کہ انبیا اپنی قبروں میں زندہ ہیں لیکن آپ کہتے ہیں کہ نہیں میرے بھای میں نے وفات کا کب انکار کیا ہے میں تو کہتا ہوں کہ وفات ہوی حضور ﷺ لیکن پھر قبر کی زندگی بھی تو شروع ہوی اور اس پر احدیث سے دلایل موجود ہیں جیسا کہ میں پیچھے پیش کر چکا ہوں
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
میں نے کبھی یہ دعویٰ نہیں کیا کہ مجھ پر وہی نازل ہوتی ہے حضرت محمد ﷺ کے بعد اگر کوی یہ کہے کہ میرے پر وحی نازل ہوتی ہے تو وہ بااجماع امت اور قرآن اور حدیث کے مطابق کافر ہے میں نے اپنے الفاظ میں شاید کا لفظ استعمال کیا تھا جسکا مطلب ہے کہ میرا اندازہ ہے اور وہ میں نے آپکی باتوں سے لگایا تھا یہ کہ میں آپکی الگ سے جواب دوں کہ میں کس زندگی کی بات کر رہا ہوں بھتر یہ ہی ہو گا کہ آپ احادیث پڑھ لیں کیونکہ میں شاید آپکو سہی نہ سمجھا سکوں

Wahi nazil ho gai say mera mutlub tha kay aap such samjhay. Waqai main nain hadees naheen par'heen.

Aap nain mujhay kisi post main fara far ungraizi (farungi zuban) likhtay daikha hai? Naheen na mutlub mujhay naheen ati itni ungreji. Main naheen chahti kay likha kuch ho aur main samjh kuch loon aur bahas karnay lagoon phir to aap forun mujh pay kafir ya mushrik ya blah blah blah ka fatwa sadir kar dain gay un sub say bachnay kay liaay kah rahi hoon aap simple zuban main samjha dain.
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
jahalat ki entiha hay,
shahid bhai zara aap enhain wo hadis pesh karain, jis main Hazrat Umar nay Nabi S.A.W. ki wafaat ki khabr sun kar talwaar nikal li thi jazbati hokar..
Jazak ALLAH

Arsal bhai jahalat ka lufz na istemal karain. Koshish karain kay achchay undaz main baat ho.

یار بلکل ٹھیک کہا آپ نے کہ جہالت کی حد ہے حدیث میں تو یہ لکھا ھے کہ انبیا اپنی قبروں میں زندہ ہیں لیکن آپ کہتے ہیں کہ نہیں میرے بھای میں نے وفات کا کب انکار کیا ہے میں تو کہتا ہوں کہ وفات ہوی حضور ﷺ لیکن پھر قبر کی زندگی بھی تو شروع ہوی اور اس پر احدیث سے دلایل موجود ہیں جیسا کہ میں پیچھے پیش کر چکا ہوں[/right]
Kia aisa naheen ho sakta Malan bhai kay ba hasiaat musalman hum bahs to karain per dushmaniaan ya budtamizi na karain aik doosray kay saath.


Sahi kaha ap nain Malan bhai kay Unbia marnay kay bawajood qabr main bhi zinda hain to phir?
 

Malang009

Banned
Oct 16, 2008
85
13
0
Canada
wahi nazil ho gai say mera mutlub tha kay aap such samjhay. Waqai main nain hadees naheen par'heen.

aap nain mujhay kisi post main fara far ungraizi (farungi zuban) likhtay daikha hai? Naheen na mutlub mujhay naheen ati itni ungreji. Main naheen chahti kay likha kuch ho aur main samjh kuch loon aur bahas karnay lagoon phir to aap forun mujh pay kafir ya mushrik ya blah blah blah ka fatwa sadir kar dain gay un sub say bachnay kay liaay kah rahi hoon aap simple zuban main samjha dain.
شاید میجھے آپکی بات سمجھنے میں غلطی ہوی آپ نے بات کسی اور انداز میں کی اور میں کچھ اور سمجھا اپنی اس غلطی پر میں معافی چاہتا ہوں میں کسی پر ایسے ہی کفر اور شرک کے فتوے نہیں لگاتا میں نے ایک اصول بیان کیا اور اس اصول کے توڑنے والے پر فتویٰ بھی نہیں لگایا بلکہ حکم بتلایا بہر حال میں معافی چاہتا ہوں
 

Malang009

Banned
Oct 16, 2008
85
13
0
Canada
arsal bhai jahalat ka lufz na istemal karain. Koshish karain kay achchay undaz main baat ho.



kia aisa naheen ho sakta malan bhai kay ba hasiaat musalman hum bahs to karain per dushmaniaan ya budtamizi na karain aik doosray kay saath.


sahi kaha ap nain malan bhai kay unbia marnay kay bawajood qabr main bhi zinda hain to phir?

بلکل ایسا ہو سکتا ہے اگر ارسل بھای کو بتا دیا جاے ک اس فورم میں کیسے بات کرتے ہیں اور یہ کہ یہاں پر سسٹرز بھی موجود ہوتی ہیں اور ہمیں اچھے الفاظ استعمال کرتے ہوے بات کرنی چاہیے
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
بلکل ایسا ہو سکتا ہے اگر ارسل بھای کو بتا دیا جاے ک اس فورم میں کیسے بات کرتے ہیں اور یہ کہ یہاں پر سسٹرز بھی موجود ہوتی ہیں اور ہمیں اچھے الفاظ استعمال کرتے ہوے بات کرنی چاہیے [/right]

Insha Allah he will too.

Thanks for your support. Aur kia muhazzab undaaz main bhi to bahas o mubahisa ho sakta hai.

Yay hi to achchay musalmanon ki pahchan hain Sisters ka khiaal kartay hain. Masha Allah.
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
شاید میجھے آپکی بات سمجھنے میں غلطی ہوی آپ نے بات کسی اور انداز میں کی اور میں کچھ اور سمجھا اپنی اس غلطی پر میں معافی چاہتا ہوں میں کسی پر ایسے ہی کفر اور شرک کے فتوے نہیں لگاتا میں نے ایک اصول بیان کیا اور اس اصول کے توڑنے والے پر فتویٰ بھی نہیں لگایا بلکہ حکم بتلایا بہر حال میں معافی چاہتا ہوں

Aray koi baat naheen main itni asani say bura naheen manti. bohat time lugta hai is liaay kay "I don't have mind to mind".

Aap mujhay samajha rahain to meray ustad ho gaay na. To ustad kund zahan shagirdon say maafi naheen mangta.

Bus aap mujhay samjhain main sahi tor say her baat Yani Islam ko samajhna chahti hoon. Thats my main muqsad to visit any forum kay koi mujhay samjhanay wala mil jaay.
 

khan_amer

Newbie
Oct 23, 2008
48
7
0
{(lol)}{(lol)}

Nabi (SAAW) key zindagee aur mout per behas ho rahee hay, per un key zindagee key wajaah kiya thee, unhooN nay kis kaam say roka aur kis ka hukm diya uss per baat kertay howay hamay chup lag jatee hay aur phir ham kisi aur tarf nikal bhagnay key koshish kertay haiN.

No wonder hamari tabahi hamaray ser per khaRi hay.
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Aap ne bilkul galat jawab dia hai. baishak main bush aur zardari se nahi mila. Lakin agar milna chahon to dunya ka koi shakhas yai kahai ga ke yai namumkin hai. Agar Nabi Sallallahu Alaihai Wassalam zinda hain to sahab ne unko qabar main kyon dafna diya? Unlogo ne Allah ke nabi ko Zinda samajha Ya murda samajha. Nabi Sallallahu Alaihai Wassalam ki wafat par Abu Bakar ne farmya.

Sun Lo jo Nabi Sallallahu Alaihai Wassalam ki ebadat kar ta tha who jan le ke Nabi Sallallahu Alaihai Wassalam wafat pa gyai. Lakin jo Allah ki ebadat karta hai to who jan le ke Who Hayaul La Yamoot hai.

Aap log Nabi Sallallahu Alaihai Wassalam ki ebadat kartai ho Allah ki nahi.
Huzoor sallalahu alaihe wassalam ko Namaz mein salam kyon pesh karty ho ?
Unn per Darood kyon party ho ?
Kya Murda ko Salam kabhi kisi ne kiya hai ?
Kya meine aur Malang bhai ne jitne ahadith pesh ki unn sab ka radd pesh kar sakty ho ?
Kalma Tayyiba jo party ho uss mein yeh kyon kehty ho Muhammad Allah ke Rasool hain yeh kyon nahi kehty Rasool thay ????

Jo Hadith app ne pesh ki iss ka hawala do

Kabhi hum ne Nabi ki ibadat nahi ki yeh tum logon ka ilzaam hai.
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
جو لوگ حیات النبی کو نہیں مانتے وہ دیوبند نہیں ہیں ، کیونکہ تمام علماء دیوبند اور موجودہ مدرسہ دارلعلوم دیوبند کا وہ بھی حیات النبی کے قاءیل ہیں
MasahAllah thats great
 

The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
میں نے جو احادیث پیش کی ہیں شاید آپکو وہ پڑھنے کی توفیق نہیں ہوی ۔ابھی ضرور پڑھ لیں
Yaar malang bhai woh parna cahty hee nahi kyon ki unhon ne ek hee rat lagai hoi hai ke Nabi zinda nhi aur sabit ajj tak nahi kar sakay {(laugh)}
 
Top