woh munafiqeen ki masjid thi jo islam ko badlna chahtay thay jaisay aj kal kuch log mazaron par ja kar eid milad mana kr.. peero or faqeeeron kay paon choom kar islam ko change kr rahay hain
hahhahha yar tum to peshy hi par ggye ho,
mian ap jani ik baat btao,
mian houn musilman,
mian manta houn, yeh mazroun ka rawaj e aam hindomet tehzeeb ko dekha dekhi howa hy,
mgr jani,
mian khud jata rehta tha darbaroun per,
jhoot kiyo bolo,
mgr mian tm ko itna kahoun,
k mian nien kabi yeh nahi kaha waha ja ker k baba jee mari maded karo,
janab mian jab b gya waha dua ki us main quranic ayaat parhi ,aur Allah say dua ki k apny is naik buzrg jesa mujhe bana ya apny is naik bany ki waja say mujh pe qarm farma
haan mian manta houn,
mian nien kabi yeh nahi kaha k baba jee tum mujh pe qarm karo,
haan is baat k mian b khellaf houn, jo ghar mian apny maa baap ki khidmat nahi kerty ,
woh waha ja ker qabr ki itni aqeedat kerty hien pojty hien
mgr mian agr un ko waha pe nahi roke saka to ajh yaha pe behis kiyo karoun k woh galt kerty hien,
jaha pe behis ki zaroorat nahi waha kiyo karoun,
agr mera emaan pukhta hota to mian waha darbar k paas khra ho ker logo ko paker paker ker rokta aur samjhta
woh to na-ilm thy mujh mian to shaour tha thora boht mian nine agr waha kuch nahi kiya to yaha tabsra kiyo karo,
agr mian yaha tabra karoun to mujhe pehly waha ja ker un ko rokna ho ga
yaha kya faida
mian kaam woh karoun aur waha karoun jaha us ki zaroorat ho
warna jaha pe sorajh nikla ho waha pe agr main charg roshen karoun ga to be-wkoofi ho gi,
charg hameesha waha jalta hy jaha roshni na ho ,
mian phir ap ko kahoun ga k behis na karoun amal karo,
ap sach sach yeh btao ajh kitni namezein parhi ktini dafa azan ka jwab diya
kitny naik amal kiye ,
mian yeh is liye keh raha houn k namaz zaroori hy ,
pehly phir jaha pe gumra houn waha pe ja ker logo ko smjao
agr manenin to theek warna tum apny deen pe mian apny deen pe qayym wali baat kaho aur aa jao,
Allah un ko shaour aur ilm dyta hy jin ko chahata hy ,