Aisa kabhi na karna

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
um roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna,
Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k,
Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna,
Main kisi roz tum ko sada dun,
Aur tum na aao, aisa kabhi na karna,
Tum chaley jao jab bhi to dekhon tumhara rasta,
Tum loat k na aao, Aisa kabhi na karna….!
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top