Aik Zaroori Baat Jo Achhi Tarah Se Palle Baandh Leni Chahiye

  • Work-from-home

Mughal1

Regular Member
Dec 12, 2010
126
36
328
agar aap deen aur duniya ko samjhen ge nahin to aik achhe insaan kabhi bhi nahin ban sakte.

zindagi bhar ke liye in formoolun ko yaad kar len yeh aap ke bahot kaam aayen ge. is liye ke in baatun ka lihaaz kiye bagher na aap kisi ki baat ko samajh sakte hen aur na apni baat kisi ko samjhaa sakte hen.

1) jab bhi kisi ikhtilaafi masle par baat karni pade fareeqain sab se pehle apne darmiyaan mushtarik bunyaad pehle maloom kar len aur us ko tasleem karen warna kisi bhi masle par behso mubehse se nateeja haasil na ho ga.

2) dimaagh+hawaas+zindagi bhar ka cheezun se mutalqa seekhne ka tajarba ghalti aur drustagi ke tareeqe par mabni+wahee ki samajh tajarbaati haqaaiq ke ilm ki roshni main=drust samajh khudaa aur insaniyat ki.

3) dimaagh+malumaat+ghoro fikar=samajh yaa aqalmandi

4) kisi baat ki drust samajh+us par saheeh tareeqe se amal= maqsad haasil karne main kaamyaabi

in baatun se hat kar kabhi bi behs main na uljhen kyunkeh zindagi tamaam ho jaaye gi ikhtilaaf khatam nahin ho ga yaa masla hal nahin ho ga.

agar ikhtilaaf ko pur aman tareeqe se khatam karna laazmi hai to phir behs main ulhjana bhi laazmi hai kyunkeh is ke bagher ikhtilaaf khatam nahin ho sakta. behs ilm ke bagher mehz ladayee jhagda hai isi liye behs ke liye ilm haasil karen ta keh ikhtilaaf saheeh bunyaadun par itfaaqe raaye se khatam kiya jaa sake.

logic table

D=dimaagh M=malumaat G=ghoro fikar aur S=samajh

D&M&G=S
0&0&0=0
0&0&1=0
0&1&0=0
0&1&1=0
1&1&1=1
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Approve![DOUBLEPOST=1357525030][/DOUBLEPOST]

very well said!
 
Top