Agar ijaazat ho to

  • Work-from-home

AJMERI11

Active Member
Apr 6, 2011
189
46
178
ek din masjid ke mimber par imaam ehsan jaise hi bethe achanak tabeeyat kharaab ho gayi.Kisi jaankar ne salah di ki shehad pila di jaye to tabeeyat theek ho sakti hai.aapke ghar shehad nahin tha. Pata chala ki beytul maal mein shehad hai.aapne farmaya wah to aam musalmanon ki milkiyat hai..agar log iajazat dein to uska istemaal mere liye jayaz ho sakta hai warna nahin.logon ne ijazat di to aapne dawa ke taur par shehad istemaal farmaya.




islam par tanj karne wale islam ko samajhne ki koshish kareIN. Aaj sarkari khazanon ka istemaal raajneta apne baap ki meeraas samajh kar be dareg kharch kar rahe hain aur chheenk aa jaye to ilaaj ke liye sarkari kharch par america chale jaate hain.hamare rajneta hum janta ka khoon choos kar aesh kar rahe hain.duniya ko islam ke paigaam se sabak haasil karne ki zaroorat hai.
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
subhanALLAH..
Allah taala hume HAZOOR S.A.W ki talimat par amal krne ki tofeeq farmaye..or saba ikram ki zindgiyon se sekhne ki tufeeq day
ameen
 
Top