aapka Manzar ,aapki kahani!! 3 march-2012 to 10-march 2012

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Assalamu Alaykum Wrwb :)
abhi tak kisi ne kuch share nahi kiya /:)
chalen is susti ko door karne ke liye ek sust ki kahani hi suna dete hain
waise kahania to ham likhte nahi lekin hoor didi likhna sikha diye akhir
umeed karte hain ap sab ko pasand aaye ye tooti phooti kahani


Main Sust Tha/:)

roz ki tarah aaj bhi suraj mujh se pehle tulu ho gaya jab bahar aaya to manzar bhi roz ki tarah hi khush gawar tha thandi dhoop thi chirion ki gungunahat bhi, sab apne kaam me khushi khushi lage hue the dada ji bailon ko pani pila rahe the baba kunwe se pani nikal rahe the maa chote padu ke liye ghans la rahi thi jo ghar ka naya rukn hai aur choti bhi ussi ke liye bartan me kuch bana rahi thi, chotu to padu se chimta hua khush tha usse sehla raha tha aur baki janwar bhi roz ki tarah unke apne mashgale me the, raha main ek jo roz ki tarah sust aur nikamma tha/:) lekin pata nahi is baar kya hua mujhe ajeeb lagne laga dil me ye baat baith gayi ke nahi mujhe bhi subha subha uthna hai aur sab ki tarah ghar ka kaam karna hai aur ammi abbu ki madad karni chahiye unka kaha maan na chahiye phir ye soch kar mere andar ek khushi ki lehar daudh parhi:) aur main sochne laga jab kal ko koi ye manzar dekhe to in sab ke sath unhe main bhi kaam karta hua nazar aana chahiye:)

ab mujhe kal ki subah ka intezar hai aur ab main keh sakta hun ke main sust tha lekin ab nahi hun :)
:-bd naish story saviou ...

mere mind mn bi kch aesa hi khaka tha ....:( ab kch or sochta hn ....
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hahaha yup
waise meko aapka wo pen bohat pasand hay kabhi kabhi hi sahi pakarte to ho aap :p

sachi may kitni baar hi usse churane ki koshish ki maine ;))
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
hahaha yup
waise meko aapka wo pen bohat pasand hay kabhi kabhi hi sahi pakarte to ho aap :p

sachi may kitni baar hi usse churane ki koshish ki maine ;))
ap ko to pata hai na humari behen sahiba k jese hi us kalam ko hum chu lete hain to humare ander ek namwar adeeb jag jata hai or humm likhte jate hain likhte jate hain({kopping)}
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ohooo g g adeeb sahab ab to aap ne hmari expectation ko aur barha diya :-? :p

abhi aapki story parh k hi reply karain gaye {(popcorn)}

GUD LUCK:-bd
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313


befikar rhain :p



hahaha sahi kaha daikha na credit goes to me agar main aapko bara baar na kehti to aap ne ab tak nhi likhni thi aur phir pachtate rehna tha ;))
jee bilkul :)
aap ne bade hone ka farz nibhaya :p
 
Status
Not open for further replies.
Top