jazakAllah kher nd m agree with whiterose masajid main alag portion or alag darwaza tk lga dya jata hai saholat or pardey ki wajah se
lekin aaj kal iske ulat kaam horha hai
islaam main aurton ke masjid jane ki ijazat ke bawajod aurton ke masjid jane ko bura samjha jata hai
jabke islam main aurton ke qabrustan jane se mana krne ke bawajod aurton ke qabrustan or mazaraat jane per koi pabandi nhi hoti