!رنگ,کینوس اور میں

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
bilkul aur un azeezon hamare buzurg aur hamare ham umar hamare chote sab shamil hian jinko am aksar masrooriyat ya phir kabhi laa ilmi me nazar andaz kar dete hain jiske aage chal kar bohot bhayanak nataij samne aate hain
bahot sahi kaha aap ne.
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
bilkul aur un azeezon hamare buzurg aur hamare ham umar hamare chote sab shamil hian jinko am aksar masrooriyat ya phir kabhi laa ilmi me nazar andaz kar dete hain jiske aage chal kar bohot bhayanak nataij samne aate hain
aap sahi keh rhe hain :)
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
ye huyi na baat dil ka wazan nahi balke iradon ka wazandar hona chahiye
waise sirf iradon ka naa k :p
agar ishara humaray wazan ki tarf hai to waziyah kar dein k hum tez hava mein bahir kam hi nikaltay haiN k kahin hawa uraa na le jaaey.... aur humein zameen par rehna pasand hai. :p
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
agar ishara humaray wazan ki tarf hai to waziyah kar dein k hum tez hava mein bahir kam hi nikaltay haiN k kahin hawa uraa na le jaaey.... aur humein zameen par rehna pasand hai. :p
phir to darwaze khidkiyan par bhi dhyan rakha karen :p
 
Top