اسراء و معراج كا جشن منانا

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
mera net bohot slow hai ager mai apko link dey don aur aap check kr k uska thread bna saktey ho kya....kyon k wo mujh se read nhi ho sak rhi ,,,net speed slow hai....ager ap usko aik nazer chaeck kr k post kr dai
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
mera net bohot slow hai ager mai apko link dey don aur aap check kr k uska thread bna saktey ho kya....kyon k wo mujh se read nhi ho sak rhi ,,,net speed slow hai....ager ap usko aik nazer chaeck kr k post kr dai
thik ap muje link du my chek krta hu
 
Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
Mashallah Bhai bohot hi achi tarah se aapne bayaan kiya isme koi shak nahi ke hum Quran o Hadees ko jhutlaen...

Apni apni soch hai bhai ke Deen me izafa kiya gaya ya nahi kiya gaya, kyu ke aap sochte hai ke deen me izafa kiya jaraha hai jo ek biddat hai, lekin baaki log sochte hai hum Meraj ki khushi me ALLAH TAALA ki ibadat karte hai na ki deen me kuch izafa kar rahe hai, aap Ibadat na karke khushi manae aur hum Ibadat karke Khushi manaenge...

Bhai lekin mera aapse ek sawaal: agar Hashar ke maidaan me ALLAH TAALA ne kaha ki shab-e-meraj ke din namaazen adaa karni thi, to jab aap kaha se laoge apni namazen aur agar ALLAH TAALA ne kaha ki NAmazon ki baat nahi kahi thi to isme koi harj nahi hai ke ALLAH TAALA mujhe ya use koi saza de kyu ke Namazen parhi gai thi, maine ALLAH TAALA ki hi Ibadat ki hai aur unhi ko sajda rez hua hu na ki kisi aur ki Ibadat ki to isme ghalat kuch nahi...

ALLAH TAALA behtar janne wala hai....:):)
 
  • Like
Reactions: mirza37

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi

aapki baat mashAllah se bohot achi lagi mujhko nd main kafi impress bhi hoa apki baaton se lekin aapki baat main koi aisi baat nazr nhi ayi jo Rasool e Muhammad Sallalahu aleh wasallam ne kahi ya koi aisi ayat nazar nahi ayi jo Allah Tala ne Quran ke zariye apne bandon tak pohonchai to islye main thora confuse hogaya hon kyunke mere paas sirf do hi raaste hain ke ya to main apki persnol thinking per beleive kar ke apki batayi hoi baaton pe amal karna shuro kardun ya phir Allah or uske Rasool ki tarf se batayi gayi baaton pe amal karna shuro kardun
to kindly mujhe yeh bas clear karden ke az a muslim mujhe kis ki baat ko pakarni chahiye or kis ki baat ko dewaar pe marni chahiye?
 
Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
Mai apni baat manwaane ki koshish bilkul bhi nahi kar raha mere mohtaram bhai...
Bus mai ye keh raha hu ke Cheerful Bhai ya aapke nazariye se shab-e-Meraj manana biddat hai? hai ya nahi mujhe iska jawab dijiye?
Dusri baat ye ke maine Quran aur Ahadees ko kabhi bhi nahi jhutlaya hai beshak patakhe phorna ya koi aur aisa kaam jisse deen me koi mushkil ho aisa kuch bhi na karen.
Lekin kya is muqadas raat ko hum Namazen bhi nahi par sakte??
Kya ALLAH TAALA ki ibadat nahi kar sakte??
Kya is motabar raat ki khushi me hum ALLAH TAALA se kuch maang nahi sakte??
Aur Rasool ALLAH (PBUH) aur ALLAH TAALA ke deedar ki khushi me hum kya itna bhi nahi kar sakte?

Ye ahadees me nahi aaya ke Meraj ki khushi me ibadat ki jae haan hum apne RAB aur unke RAsool S.A.W.S ki mohabbat me ye karte hai..
Maine pichle post me bhi ye baat kahi ke aapko Ibadat na karke khushi manani hai aap manae humko Ibadat karke khushi manani hai hum manaenge..
Aur sabse ehem baat ye ke Aap ya kisi ke kehne se ye Biddat ya deen me koi aur kaam ka izafa nahi hoga, ALLAH TAALA beshak dilon ko jaanne wala hai...

Aur mai is post se guzra hu to dekha aur parha bohot achi lagi Cheerful bhai ki ye post mai aur koi behes me parhna nahi chahta mere bhai bus kehna yahi hai ke ALLAH TAALA sabko haqq ke raaste per chalae Ameen...

Mujhe kisi se koi zaati dushmani nahi hai na hi ye meri personal soch hai mai sab ki baat kar raha hu...

Agar koi baat se bura lage to mazerat khu'ah hu mai aapse aur ye post karne wala Mohtaram Cheerful bhai se....
 
Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37
جزاک اللہ بھائی
ایک بات تو یہ سمجھ لینی چاہئے کہ اسلام کوئی کھیل تماشہ کا نام یا اس کا حصہ نہیں کہ اب اسلام آگیا چلو اس کا جشن مناو۔
اسلام ایک راستہ ہے جس پر ہمیں چلنے کا حکم دیا گیا جن کی تعلیمات پر عمل کرنے کا ہمیں پابند بنایا گیا۔ جسکی بیان کردہ حدود و قیود کے دائرہ کار میں زندگی بسر کرنے کا سلیقہ سکھایا گیا۔
جشن منانے سے کوئی فرق نہیں پڑتا اور نہ اس کا سوال ہوگا، نہ اس کی کوئی وقعت ،
ہاں سوال اسلامی تعلیمات پر زندگی بسر کرنے نہ کرنے کے متعلق ہوگا۔
اسلام سے محبت کا لازمی تقاضا اس کی تعلیمات پر عمل کرنا ہے۔ جشن منانا لغو بات ہے۔
اللہ تعالی ہدایت دے
 
Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
khushi manane ka matlab jashan manana nai hai mere bhai meri baat ka matlab ibadat karna hi hai na ki koi aisa fizool kaam jo ALLAH TAALA ko naraz karde, beshak ISLAM me iski mumaniat hai.
 
agar cherfull bhai ne shab e miraj manane ko biddat qarar dya to unho ne apni baat ko quran o hadees ki roshni main sabit bhi kya
kya apne kya? phir main quran o hadees ki bat maano ya apki baat maanon?
dusri baat ap kehte ho ke ap quran o hadees ko nhi jhutla rhe phir quran or hadeesh ko ignore kar ke apni soochi hoi baaton per amal karna kya hoa? quran o hadish ko jhutlana nhi hoa?
or rahi baat namazen parhne ki to sirf shab e miraaj ki hi raat ko kyun namaz parhi jai iska javab apne quran o hadis se nhi dya lekin cherfull ne dya phir main quran o hadees ki baat maanon ya apki baat maanon?
jis nabi ko Allah ka dedaar hoa jiski hum itni izzat karte hain ke uske naam ki zara se behurmati per apni jaan tak de sakte hain to us nabi ne kabi kaha ke is raat ko khushi ki raat samjh ker ibadaten karna ya namazen parhna? or agar kaha to sabit ki jiye or agar nhi kaha to us muhammad ki muhabbat main hum itna b nhi kar sakte ke jo kuch usne humko krne ko kaha hum woh karen or jo kuch na karne ko kaha hum woh na karen?
or last main main yeh zaror kehna chahonga ke cherfull se meri koi rishtedari ya dosti nhi baat sirf itni c hai ke woh jo baat krta hai usko quran o hadees se sabit b karta hai warna khuda ki kasam yeh baat agar cherfull quran o hadees ke bina krta to sab se pehle aitraz main khud karta cherful se kyunke ek musalman hone ke naate mera apka or har muslim ka yeh haq banta hai ke woh quran o hadees ke saamne apni sochon ko apni baaton ko side main kr de kyunke apki ya meri ya kisi ki b koi bhi soch Allah or uske Rasool se barh ker nhi ho sakti islye hamen andaza nhi hota ke hum sirf apni baat manwane ke lye quran o hadees ki jhutla rhe hote hain or mera nhi khayal yeh kisi musalman ke lye sahi rasta ho sakta hai
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
جزاک اللہ بھائی
ایک بات تو یہ سمجھ لینی چاہئے کہ اسلام کوئی کھیل تماشہ کا نام یا اس کا حصہ نہیں کہ اب اسلام آگیا چلو اس کا جشن مناو۔
اسلام ایک راستہ ہے جس پر ہمیں چلنے کا حکم دیا گیا جن کی تعلیمات پر عمل کرنے کا ہمیں پابند بنایا گیا۔ جسکی بیان کردہ حدود و قیود کے دائرہ کار میں زندگی بسر کرنے کا سلیقہ سکھایا گیا۔
جشن منانے سے کوئی فرق نہیں پڑتا اور نہ اس کا سوال ہوگا، نہ اس کی کوئی وقعت ،
ہاں سوال اسلامی تعلیمات پر زندگی بسر کرنے نہ کرنے کے متعلق ہوگا۔
اسلام سے محبت کا لازمی تقاضا اس کی تعلیمات پر عمل کرنا ہے۔ جشن منانا لغو بات ہے۔
اللہ تعالی ہدایت دے
Ameen yes m agree wid u
 
  • Like
Reactions: mirza37

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
khushi manane ka matlab jashan manana nai hai mere bhai meri baat ka matlab ibadat karna hi hai na ki koi aisa fizool kaam jo ALLAH TAALA ko naraz karde, beshak ISLAM me iski mumaniat hai.
beshak is raat ibadat karna gunah nahi jis tarha kisi bhi raat ibadat karna gunah nahi
lekin hum sirf apko yeh samjhana chah rhe the ke is raat ko afzal qarar dena bhi thik nahi jab Allah or uske Rasool Muhammad SAW ne is raat ko afzal qarar nhi dya kyunke yeh raat agar afzal hoti to sab se pehle hamara Nabi hamen batata kyunke yeh hum sab maante hain ke aisa koi sawab ka kaam nhi jo hamare nabi SAW ne hamen bataya na ho or aisa koi gunah nahi jis se hamare Nabi SAW ne hamen daraya na ho islye hum apni taraf se kisi bhi amal ko naik ya bad kehne ka haq nhi rakhte balke quran o hadees ke reference se hi usse naik ya bad kehte hain islaam hamen nhi deta yeh haq ke apni marzi se kisi b amal ko naik keh kr sab ko amal krne ko keh saken
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Mashallah Bhai bohot hi achi tarah se aapne bayaan kiya isme koi shak nahi ke hum Quran o Hadees ko jhutlaen...
تشریف لانے کا شکریہ
Apni apni soch hai bhai ke Deen me izafa kiya gaya ya nahi kiya gaya, kyu ke aap sochte hai ke deen me izafa kiya jaraha hai jo ek biddat hai​
غلط
بھائی اپنے میری پوسٹ ٹھیک سے نہیں پڑے
میں نے کہیں بھی میری سوچ کو داخل نہیں کیا جو کہا ہے وہ قرآن اور حدیث کے حوالے سے کہا ہے
میری آپکی سوچ سے اسلام نہیں بنا اور نہ ہی آپکی اور میری سوچ دخل دے گی اسلام میں یہ بات یاد رکھو
lekin baaki log sochte hai hum Meraj ki khushi me ALLAH TAALA ki ibadat karte hai na ki deen me kuch izafa kar rahe hai, aap Ibadat na karke khushi manae aur hum Ibadat karke Khushi manaenge...​
سوچ کو درکنار کرتے ہے حقیقت کی طرف او
معراج کی خوشی منانے کے لئے اس میں عبادت کرنے کے لئے آپکو بوہوت سی چیزیں صحیح سند کے ساتھ ثابت کرنی ہے
١. کیا معراج ٢٧ رجب کو ہی ہویی تھی
٢. کیا معراج کا جشن الله کے رسول نے منایا یا منانے کا حکم دیا؟
٣. کیا صحابہ نے یہ جشن منایا؟
٤. اس رات کی مخصوص عبادت کا ثبوت؟
٥. رجب کے کنڈے اور مخصوص نماز کا ثبوت؟
اور بھی بہت سی خرافات ہے اس مہینے میں جو لوگ کرتے ہیں بس آپ ان سب کا ثبوت قرآن اور حدیث کی روشنی میں با سند صحیح دو
نبي صلى اللہ عليہ وسلم امت کے سب سےزيادہ خيرخواہ تھے، آپ صلى اللہ عليہ وسلم نے پيغام الہي کو پورے طور پر پہنچا کرامانت كى ادائيگي فرمادي، لہذا اگر اس شب كى تعظيم اور اس ميں جشن منانا دين اسلام سے ہوتا تو آپ صلى اللہ عليہ وسلم قطعا اسے نہ چھوڑتے اور نہ ہي اسے چھپاتے، ليکن جب عہد نبوي اور عہد صحابہ ميں يہ سب کچھ نہيں ہوا تو يہ بات واضح ہوگئى کہ شب معراج كى تعظيم اور اس کے اجتماع کا دين اسلام سے کوئي واسطہ نہيں ہے، اللہ تبارک وتعالى نے اس امت کے لئے اپنے دين كى تکميل فرما دي ہے، اور ان پر اپني نعمت کا اتمام کرديا ہے، اور ہراس شخص پرعيب لگايا ہے جو مرضي الہي کے خلاف بدعات ايجاد کرے.

اللہ سبحانہ وتعالى نے اپني کتاب مبين قرآن کريم ميں سورۃ المائدہ کے اندر فرمايا:

{ اليوم أکملت لکم دينکم وأتممت عليکم نعمتي ورضيت لکم الإسلام دينا }المائدۃ ( 5 / 3 ).

آج ميں نےتمہارےلئےدين کوکامل کرديا، اور تم پر اپنا انعام پورا کرديا اور تمہارے لئے اسلام کے دين ہونےپر رضامند ہوگيا.

اور اللہ عزوجل نے سورۃ الشورى ميں فرمايا:

{ أم لهم شرکاء شرعوا لهم من الدين مالم يأذن به الله ولولا کلمة الفصل القضي بينهم وإن الظالمين لهم عذاب أليم }الشورى ( 42 / 21 ).

کيا ان لوگوں نے ايسے ( اللہ کے ) شريک ( مقرر کر رکھے ہيں جنہوں نے ايسے احکام دين مقرر کردئے ہيں جواللہ تعالى کے فرمائے ہوئے نہيں ہيں، اگر فيصلہ کے دن کا وعدہ نہ ہوتا تو ( ابھي ہي ) ان ميں فيصلہ کر ديا جاتا، يقينا ( ان ) ظالموں کے لئے ہي درد ناک عذاب ہے.

رسول اللہ صلى اللہ عليہ وسلم سے صحيح احاديث ميں بدعات سے بچنے كى تاکيد اور اس کے گمراہي ہونے كى صراحت ثابت ہے، تاکہ امت کے افراد ان کے بھيانک خطرات سے آگاہ ہو کر ان کے ارتکاب سے پرہيزواجتناب کريں.

چنانچہ صحيح بخاري ومسلم ميں حضرت عائشہ رضي اللہ عنہا سے مروي ہے کہ رسول صلي اللہ عليہ وسلم نےفرمايا:

" من أحدث في أمرنا هذا ما ليس منه فهو رد "

جس نے ہمارے اس دين ميں کوئي نيا کام نکالا جو ( دراصل ) اس ميں سے نہيں ہے وہ ناقابل قبول ہے

Bhai lekin mera aapse ek sawaal: agar Hashar ke maidaan me ALLAH TAALA ne kaha ki shab-e-meraj ke din namaazen adaa karni thi, to jab aap kaha se laoge apni namazen aur agar ALLAH TAALA ne kaha ki NAmazon ki baat nahi kahi thi to isme koi harj nahi hai ke ALLAH TAALA mujhe ya use koi saza de kyu ke Namazen parhi gai thi, maine ALLAH TAALA ki hi Ibadat ki hai aur unhi ko sajda rez hua hu na ki kisi aur ki Ibadat ki to isme ghalat kuch nahi...​
اپنے علم میں اضافہ کرو
الله اسکے متعلق پوچھے گا جو اس نے اپنے نبی کے ذریعے سے بھیجا ہے
دین مکمّل ہے کیا اپکا اس پر ایمان نہیں ہے؟
اگر ہے تو پھر کوئی بھی دین کا کام اور وہ بھی عبادت کا کیسے رسول سے ثابت نہیں ہے
گویا کیا آپ یہ کوئی بھی یہ تصور کر سکتا ہے کے الله کے رسول دین کی کچھ چیزیں ہم سے چھپا کر گئے ہیں؟؟؟؟؟
الله معاف کرے میری تو ایسی سوچ نہیں اسلئے میں دین کی کوئی بات کرتا ہوں تو اسکو قرآن اور حدیث میں ڈھونڈتا ہو
ربنا يهديك
ALLAH TAALA behtar janne wala hai...​
اس میں کوئی شک نہیں
 
SUBHAANA

Hot Shot
Nov 14, 2009
19,371
8,854
713
Qatar
Mashallah ap ne jo lekha hai kafi ache andaz se lekha hai
Ap ka har lafz ba lafz boht khubsurat hai
Ap ne jes andaz mai lekha hai us k badulat main kafi battirn samjh gi
Wese meri urdu itni achi nhi k main har baat samjh sako lkn ap ne jes taraha samjhya hai us se main billul samjh gi ho
K ap him tak kia pohnchna chahate hai
Kafi acha hai

Jazak Allah khir
Allah ap ko es ka ajar o sawab de
 
Top