ĦΔƤƤƳ ѦѲƬĦЄЯƧ ƉΔƳ

  • Work-from-home

Jiya.

TM Star
Jan 1, 2011
7,370
4,268
113
•°Karachi
meri maa merii piyari maa sb say achi sb say piyarii..mera khiyaal raktii hay .....
maa say barh kar kuch bhi nahi
duniya may sb say kimtii cheez maa hai..
maa hay to sb kuch hai maa nahi to kuch bhi nahi:)

_____________________________________________________________

Ye kamyabian ye izzat ye naam tum se hain:)
Khuda ne jo bi diya hain maqam tum se hain:)
Tumhare dam se hain mere laho main kilthe ghulab:)
Mere wajood ka sara nizam tum se hain:)
Kahan bisat jahan aur main kamsin wa nadan:)
ye mere jeet ka sab aihtemam tum se hain:)
jahan jahan hain meri dushmani sabab main hoon:)
jahan jahan hain mera aihtemam tum se hain:)

HAPPY MOTHERS DAY:)
 
Top