Raziq Allah Ki Zaat Hai

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
Aslaam o Alaikum wr wb

Kafi dino sey mai ye mehsoos kr rhi hon k jab humarey pass kuch pakaney ya khaney ko nhi hota tou Allah kaisey Rizaq pohnchaney ka koi na koi sabab bna deta hai, kabhi parosi k ghar sey kuch a jata achanak kabhi koi wasila ban jata ,,, Allah pr khalis yaqeen ho tou wo kisi k agey hath nhi phailaney deta ,, Subhan Allah

Humari zindagiyon mai Hadsaat kyon hotey hai,,,achanak kabhi apk ghar ki koi cheez khrab ho jati hai ,, kitchen ya bathroom ka tap khrab ho gya,, bijli ki koi cheez jal gai ,,,,kabhi rastey mai car khrab ho gai,, ye sab kyon hota hai ? Kyon k is k badley Allah ney kuch logon ka rizq likha hota hai ,, sochney lgey tou Allah ki bohot si hikmatain nazer aye gi ,,,

Mai apni zindagi ka aik waqia share krna chahti hon jis ki waja sey mai ye sochney pr majboor ho gai :)

Aj sey takreeban 2 saal pehley mai aur merey husband hum umra pr gaey ,,Makkah sey achanak humara riyadh janey ko program bn gya garmiyan thi aur zoher ka waqt tha hum makkah sey 70 km door nikley k mujhey garmi lgna shuru ho gai ,car ka ac full tha usk bawajood meri tabiyat ajeeb si ho rhi thi k meri nazer temperature k meeter pr parhi aur mai apney husband sey pocha dekhey apki car kahin heatup tou nhi ho gai,, ? Jab unho ney dekha tou waqai humari car heatup thi :( tou unho ney kaha shuker tum ney bta diya mera tou is traf dhiyan hi nhi gya ,, hum ney car wahin road ki traf aik jagha thi wahan rok di aur merey husband car sey nikal kr car ko sahi krney lag gaey,, tou achanak sey meri nazer do dog k babies pr pari jo aik dry tap k sath apni zuban lga rhey they aur wahan koi drop pani ka nhi gir rha tha ,, ye dekh kr meri ankhon mai ansu a gaey aur mai aik dam sey apney husband ko awaz deney lgi k ap plz un dogs ko kuch pani dal dain ,, hum ney koi plate dhondhi aur peeney ka pani dala un dogs k babies ko wo aisey pani piney lgey jesey wo kafi arsey sey piyasey they :( unko pani dala aur humari car aik dam sey cool ho gai :eek: ,yani ye sab un dogs k liye hi hua tha,, koi masla bhi nhi tha car ko aur isk bad hum dono ney Allah ka shuker ada kiya ,, aur mai kafi der tak roti rhi wo dogs meri ankhon k samney aj bhi waisey hi a jatey :( aur ye aik mojza type kuch lgta

Is mai humari koi himmat ya achai nhi bulka ye Allah ka bnaya hua wasila tha hum na hotey tou koi aur hota
,,ya koi aur sabab hota ,,,

Allah apni her makhlooq ko rizq pohnchata hai ,,humain sirf Allah sey hi mangna chahiye aur umeed rakhni chahiye koi cheez khrab ho tou ye na kahey k kya museebat hai ,,bulka ye sochey k isk badley Allah ney kisi ka rizq likha hai :)

Jazak Allah khair

  • Like
Reactions: minaahil and saviou

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
@Don @RedRose64 @saviou @Pari @Aks_ @Star24 @Shiraz-Khan @AnadiL @Bird-Of-Paradise @Parisa_ @Zahabia @Guriya_Rani
@Abidi @Ahmad-Hasan @Aayat @aishagull @AR @Akaaaash @Aina_ @Armaghankhan @Angel_A @Ajnabhi @-Anna- @*Arshia*
@amerzish_malik @Arz0o @Arzoomehak @Aqsh_Arch @Asheer @attiya @Atif-adi @Awadiya @Aaylaaaaa @Ayesha-Ali @Afnan_ @A7if @Ajnabee_Hoon
@Adorable_Pari @Aaidah @Awesome_Sunny @Aizaa
@Barkat_ @Babar-Azam @Blue-Black @Bela @Baarish @Brilliant_Boy @Binte_Hawwa @bilal_ishaq_786 @badsha_
@Chief @chai-mein-biscuit @CuTe_HiNa @Cheeky @Charming_Deep @colgatepak
@Danee @Dard-e-Dil @Dua001 @DevilJin @Dua_ @Dreamy Boy @dur-e-shawar @diya. @errorsss @Dil_A_Nadan @DeMon- @Diya_noor
@Faiz4lyf @Flower_Flora @Fizaali @fahadhassan @furkaan @Fatima- @FatimaJee @France-Boy @Fd
@genuine @gullubat @Gul-e-lala @gulfishan @Ghazal_Ka_Chiragh @GoldenPerson
@huny @H@!der @H0mer @H!N@ @Hoorain @hania7012 @Hoorainn @HWJ @hariya @Haider_Mk
@Iceage-TM @i love sahabah @italianVirus @illusionist @Island_Jewel @ijazamin @imama
@junaid_ak47 @Justin_ @Jahanger @Just_Like_Roze @jimmyz @kaskar @Kavi @khalid_khan @koochi
@lovely_eyes @LaDDan @Lost Passenger @Lightman @LUBABA @LostSea
@Mano_Doll @Mahen @Meerab_ @maanu115 @Mantasha_Zawaar @Manxil @Marah @Mas00m-DeVil @marib @Menaz @minaahil @Mehar_G786
@Meekaeel @MSC @Minal @mrX @MukarramRana @MumS @Muhammad_Rehman_Sabir @Mawaa_Khan @muttalib
@Nadaan_Shazie @Naila_Rubab @namaal @NamaL @Nikka_Raja @nighatnaseem21 @Noor_Afridi @Noorjee @nizamuddin @Noman-
@Ocean-of-love @onemanarmy @p3arl @Pari_Qrakh @Poetry_Lover @Prince-Farry @Princess_Nisa @Princess_E @pyaridua @pakhtun
@Raat ki Rani @raaz the secret @Rahath @Ramsha_Cat @raji35 @Ramiz @RaPuNzLe @reality @REHAN_UK @Robina_Rainbow
@seemab_khan @Sameer_Khan @Syeda-Hilya @sweet-c-chori @ShehrYaar @shailina @Shahzii_1 @Shoaib_Nasir @Salman_ @S_M_Muneeb
@shineday11 @Sabeen_27 @shzd @S_Me3R @Sunny_ @Silent_tear_hurt @sweet bhoot @sona_monda @silent_heart @shehr-e-tanhayi @SairaRizwan
@soul_of_silence. @Stylo_Princess @Shona619 @SUMAIKA @soul_snatcher @sweet_lily @sweet_c_kuri @Sweeta @Shayana
@Toobi @Twinkle Queen @Tanha_Dil @Tariq Saeed @ujalaa @Umeed_Ki_Kiran @Umm-e-ahmad @umeedz @unpredictable2
@Vasim @Wafa_Khan @wajahat_ahmad @X_w @yoursks @Yuxra @Zia_Hayderi @zaryaab @Ziddi_anGel @zonii @Z-4-Zahid @zealous @Zaad @Zypher

Last edited: Today at 5:
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Aslaam o Alaikum wr wb

Kafi dino sey mai ye mehsoos kr rhi hon k jab humarey pass kuch pakaney ya khaney ko nhi hota tou Allah kaisey Rizaq pohnchaney ka koi na koi sabab bna deta hai, kabhi parosi k ghar sey kuch a jata achanak kabhi koi wasila ban jata ,,, Allah pr khalis yaqeen ho tou wo kisi k agey hath nhi phailaney deta ,, Subhan Allah

Humari zindagiyon mai Hadsaat kyon hotey hai,,,achanak kabhi apk ghar ki koi cheez khrab ho jati hai ,, kitchen ya bathroom ka tap khrab ho gya,, bijli ki koi cheez jal gai ,,,,kabhi rastey mai car khrab ho gai,, ye sab kyon hota hai ? Kyon k is k badley Allah ney kuch logon ka rizq likha hota hai ,, sochney lgey tou Allah ki bohot si hikmatain nazer aye gi ,,,

Mai apni zindagi ka aik waqia share krna chahti hon jis ki waja sey mai ye sochney pr majboor ho gai :)

Aj sey takreeban 2 saal pehley mai aur merey husband hum umra pr gaey ,,Makkah sey achanak humara riyadh janey ko program bn gya garmiyan thi aur zoher ka waqt tha hum makkah sey 70 km door nikley k mujhey garmi lgna shuru ho gai ,car ka ac full tha usk bawajood meri tabiyat ajeeb si ho rhi thi k meri nazer temperature k meeter pr parhi aur mai apney husband sey pocha dekhey apki car kahin heatup tou nhi ho gai,, ? Jab unho ney dekha tou waqai humari car heatup thi :( tou unho ney kaha shuker tum ney bta diya mera tou is traf dhiyan hi nhi gya ,, hum ney car wahin road ki traf aik jagha thi wahan rok di aur merey husband car sey nikal kr car ko sahi krney lag gaey,, tou achanak sey meri nazer do dog k babies pr pari jo aik dry tap k sath apni zuban lga rhey they aur wahan koi drop pani ka nhi gir rha tha ,, ye dekh kr meri ankhon mai ansu a gaey aur mai aik dam sey apney husband ko awaz deney lgi k ap plz un dogs ko kuch pani dal dain ,, hum ney koi plate dhondhi aur peeney ka pani dala un dogs k babies ko wo aisey pani piney lgey jesey wo kafi arsey sey piyasey they :( unko pani dala aur humari car aik dam sey cool ho gai :eek: ,yani ye sab un dogs k liye hi hua tha,, koi masla bhi nhi tha car ko aur isk bad hum dono ney Allah ka shuker ada kiya ,, aur mai kafi der tak roti rhi wo dogs meri ankhon k samney aj bhi waisey hi a jatey :( aur ye aik mojza type kuch lgta

Is mai humari koi himmat ya achai nhi bulka ye Allah ka bnaya hua wasila tha hum na hotey tou koi aur hota
,,ya koi aur sabab hota ,,,

Allah apni her makhlooq ko rizq pohnchata hai ,,humain sirf Allah sey hi mangna chahiye aur umeed rakhni chahiye koi cheez khrab ho tou ye na kahey k kya museebat hai ,,bulka ye sochey k isk badley Allah ney kisi ka rizq likha hai :)

Jazak Allah khair

WS...
MASHA'ALLAAH bht hi khobsorat sharing... mera is baat per waqae pakka imaan hey... Allaah pak yaqeen mey or pukhtagi naseeb kare wid aafiat aameen...
beshak Allaah pak aisay madad farmatey hein k aap k wehmo gumaan me b nae hota... MASHA'ALLAAH Allaah pak ne ap logo ko itne naik kaam k liye chuna.. aap or hum jitna b shuker ada karen kam hey... bus dua kerni chahiye k Allaah pak hamey apne deen k liye istemaal kerlen or hum us per poora b utren wid aafiat aameen... kia pata yahi naiki INSHA'ALLAAH aap dono ki nijaat ka zarya banjaey... aameen...
 
Aizaa

Active Member
Sep 24, 2015
154
101
43
Aslaam o Alaikum wr wb

Kafi dino sey mai ye mehsoos kr rhi hon k jab humarey pass kuch pakaney ya khaney ko nhi hota tou Allah kaisey Rizaq pohnchaney ka koi na koi sabab bna deta hai, kabhi parosi k ghar sey kuch a jata achanak kabhi koi wasila ban jata ,,, Allah pr khalis yaqeen ho tou wo kisi k agey hath nhi phailaney deta ,, Subhan Allah

Humari zindagiyon mai Hadsaat kyon hotey hai,,,achanak kabhi apk ghar ki koi cheez khrab ho jati hai ,, kitchen ya bathroom ka tap khrab ho gya,, bijli ki koi cheez jal gai ,,,,kabhi rastey mai car khrab ho gai,, ye sab kyon hota hai ? Kyon k is k badley Allah ney kuch logon ka rizq likha hota hai ,, sochney lgey tou Allah ki bohot si hikmatain nazer aye gi ,,,

Mai apni zindagi ka aik waqia share krna chahti hon jis ki waja sey mai ye sochney pr majboor ho gai :)

Aj sey takreeban 2 saal pehley mai aur merey husband hum umra pr gaey ,,Makkah sey achanak humara riyadh janey ko program bn gya garmiyan thi aur zoher ka waqt tha hum makkah sey 70 km door nikley k mujhey garmi lgna shuru ho gai ,car ka ac full tha usk bawajood meri tabiyat ajeeb si ho rhi thi k meri nazer temperature k meeter pr parhi aur mai apney husband sey pocha dekhey apki car kahin heatup tou nhi ho gai,, ? Jab unho ney dekha tou waqai humari car heatup thi :( tou unho ney kaha shuker tum ney bta diya mera tou is traf dhiyan hi nhi gya ,, hum ney car wahin road ki traf aik jagha thi wahan rok di aur merey husband car sey nikal kr car ko sahi krney lag gaey,, tou achanak sey meri nazer do dog k babies pr pari jo aik dry tap k sath apni zuban lga rhey they aur wahan koi drop pani ka nhi gir rha tha ,, ye dekh kr meri ankhon mai ansu a gaey aur mai aik dam sey apney husband ko awaz deney lgi k ap plz un dogs ko kuch pani dal dain ,, hum ney koi plate dhondhi aur peeney ka pani dala un dogs k babies ko wo aisey pani piney lgey jesey wo kafi arsey sey piyasey they :( unko pani dala aur humari car aik dam sey cool ho gai :eek: ,yani ye sab un dogs k liye hi hua tha,, koi masla bhi nhi tha car ko aur isk bad hum dono ney Allah ka shuker ada kiya ,, aur mai kafi der tak roti rhi wo dogs meri ankhon k samney aj bhi waisey hi a jatey :( aur ye aik mojza type kuch lgta

Is mai humari koi himmat ya achai nhi bulka ye Allah ka bnaya hua wasila tha hum na hotey tou koi aur hota
,,ya koi aur sabab hota ,,,

Allah apni her makhlooq ko rizq pohnchata hai ,,humain sirf Allah sey hi mangna chahiye aur umeed rakhni chahiye koi cheez khrab ho tou ye na kahey k kya museebat hai ,,bulka ye sochey k isk badley Allah ney kisi ka rizq likha hai :)

Jazak Allah khair

wa alikum aslam boht achi shearing :)
 
  • Like
Reactions: Star24

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
Subhan Allah
beshak agar ham sab aisa sochne lage to hamare imaan me aur zyadati hogi
Jazak Allah Khair behna
 
  • Like
Reactions: Star24

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Wa Allaykum Salam
Jazak Allah khair
Bahot Achi Sharing Hai Siso.
Humara Bhi Iss Par Poora Yaqeen Hai.
 
Aaidah

TM Star
Sep 13, 2013
4,984
559
1,213
Aslaam o Alaikum wr wb

Kafi dino sey mai ye mehsoos kr rhi hon k jab humarey pass kuch pakaney ya khaney ko nhi hota tou Allah kaisey Rizaq pohnchaney ka koi na koi sabab bna deta hai, kabhi parosi k ghar sey kuch a jata achanak kabhi koi wasila ban jata ,,, Allah pr khalis yaqeen ho tou wo kisi k agey hath nhi phailaney deta ,, Subhan Allah

Humari zindagiyon mai Hadsaat kyon hotey hai,,,achanak kabhi apk ghar ki koi cheez khrab ho jati hai ,, kitchen ya bathroom ka tap khrab ho gya,, bijli ki koi cheez jal gai ,,,,kabhi rastey mai car khrab ho gai,, ye sab kyon hota hai ? Kyon k is k badley Allah ney kuch logon ka rizq likha hota hai ,, sochney lgey tou Allah ki bohot si hikmatain nazer aye gi ,,,

Mai apni zindagi ka aik waqia share krna chahti hon jis ki waja sey mai ye sochney pr majboor ho gai :)

Aj sey takreeban 2 saal pehley mai aur merey husband hum umra pr gaey ,,Makkah sey achanak humara riyadh janey ko program bn gya garmiyan thi aur zoher ka waqt tha hum makkah sey 70 km door nikley k mujhey garmi lgna shuru ho gai ,car ka ac full tha usk bawajood meri tabiyat ajeeb si ho rhi thi k meri nazer temperature k meeter pr parhi aur mai apney husband sey pocha dekhey apki car kahin heatup tou nhi ho gai,, ? Jab unho ney dekha tou waqai humari car heatup thi :( tou unho ney kaha shuker tum ney bta diya mera tou is traf dhiyan hi nhi gya ,, hum ney car wahin road ki traf aik jagha thi wahan rok di aur merey husband car sey nikal kr car ko sahi krney lag gaey,, tou achanak sey meri nazer do dog k babies pr pari jo aik dry tap k sath apni zuban lga rhey they aur wahan koi drop pani ka nhi gir rha tha ,, ye dekh kr meri ankhon mai ansu a gaey aur mai aik dam sey apney husband ko awaz deney lgi k ap plz un dogs ko kuch pani dal dain ,, hum ney koi plate dhondhi aur peeney ka pani dala un dogs k babies ko wo aisey pani piney lgey jesey wo kafi arsey sey piyasey they :( unko pani dala aur humari car aik dam sey cool ho gai :eek: ,yani ye sab un dogs k liye hi hua tha,, koi masla bhi nhi tha car ko aur isk bad hum dono ney Allah ka shuker ada kiya ,, aur mai kafi der tak roti rhi wo dogs meri ankhon k samney aj bhi waisey hi a jatey :( aur ye aik mojza type kuch lgta

Is mai humari koi himmat ya achai nhi bulka ye Allah ka bnaya hua wasila tha hum na hotey tou koi aur hota
,,ya koi aur sabab hota ,,,

Allah apni her makhlooq ko rizq pohnchata hai ,,humain sirf Allah sey hi mangna chahiye aur umeed rakhni chahiye koi cheez khrab ho tou ye na kahey k kya museebat hai ,,bulka ye sochey k isk badley Allah ney kisi ka rizq likha hai :)

Jazak Allah khair

Wa Allaykum Salam ....bht umda sharing ...agr sab aesa sochen gy to kuch badly ga jis ko badlna bht zarori hai
 
  • Like
Reactions: Star24
Top