Advantages & Disadvantages of Cell Phone

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Assalam Walaikum Everyone ... Aaj kal ke daur main aap ne dekha hoga ke bache bache ke hath main cell phone nazar ata hai .. cell phone aik useful item hai jis ka benefits bhi buhat hain . magar is ke buhat se nuksanat bhi samne arahey hain . aap members se guzarish hai ke cell phone ka benefits ke sath is ke nuksanat bhi share karen.. aur sub se important sawal is Thread ka ye hai ke aya ke bachoon ke hathoon main cell phone dena aap ki nazar main theek hai?

kids_mobile.jpgPakistani-Baby-Girl-holding-cell-phone.jpg
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
not at all.. cell phone radiation say cancer hone a imkaan hai.. or agar kam umer may bachay k hath may pakra dia gaye.. to wo zada waqt apni life may is say affected ho sakta hai..

However, is ka elaaj may nay yahi TM par kissi article ya video may dekha tha k agar ap Zameen par apna forhead touch karte hain to wo ap k ander ki sari radiation bahar nikal gaye gi.. or ap cell phone say kam affected hongay.. and I beleive hum Muslims din may 5 time apna forhead zameen par lagate hain.. or is ka super duper elaaj yeh hai k ap apna forhead earth k center may ja k lagaein.. ta k zada say zada faida ho .. and guess what..
earth k center may Kahanay Kaba hai.. :)
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
agreed wid don...
mere liye cell mei faida yeh hai ke mai aik to doo ghante door jata ho..to mujhe family se contact rakhna parta hai...to mere liye cell fone ka bht faida hai....
nuksanat to don ne bata diya hai..cancer hosakta hai...bluetooth se apke kaan par effect hosakta hai...and so on...but i dun use dem...
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

janab dekha jaye to har cheez me faida aur nuqsan hota hai hatta k sharab me bhi faida hai lekin nuqsan zyada iska ilm hame Quran se milta hai to aisi surat me ham ye dekhenge k nuqsan zyada hai ya faida phir us cheez ko apnani chahiye

cell phone se faide nuqsan dono hai aur iske elawa ye ek zaroorat e zindagi ban gaya hai abhi
to isko zaroorat k mutabik istemal karen usse zyada usse lage na rahen aur bachon se isko door rakhne ki koshish karenge illa ye k zaroorat ho

aur jaise k Don ne ka unki baat bilkul sahi hai sajda karne se kaafi fawaid hain aur khaas kar khana kaaba me :)

Jazakallah khair
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Main aik aur baat aap ko note karata chaloo ke cell phone ke ghalat use ki waja se crime bhi buhat barh gaya hai .. is ke sath sath bache apni studies ko choor ke mobile main sms main zyada zoor dete hain. mera opinion hai ke 16 years se neeche ke bachoon ko cell phone nahi dena chahye:)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Don main aik aur baat aap ke comments main add karta hon ke isi waja se humen namaz ki pabandi karne ko kaha gaya hai aur kuch aukat main namaz parhne se roka gaya hai kyon ke us doran zameen se woh rays nikalti hain jo insanoon ke lye buhat khatarnak hain .. Science ne toe ye aaj sabit kya magar Quran main ye baat humen 1400 saal pehle bata di gai . Mashallah
 
  • Like
Reactions: cute bhoot

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
As i know abt benefit of mobile tu bohat he kum hay jub k is k nuqsanat bohat ziyada hay, jaisy k aj kal Pak bohat say packeges bhi hay aur meri hall ki visit may nay note kiya hay k yeh packegs bus un logo k liye hay ju moble k galat use kertay hay jub k aik sahe istemaal kernay waloo ku in packeges ki bilkul bhi xaroorat nahi, q k un ka mobile sirf matlab ki hud tuk use kernay k liye call ki jati hay .

aur meray nazdeek aj kal k bachay ku us waqt mobile nahi hath may dena chahye jub tuk k woh mature nahi ho jata, aur ager app aisa kertay hay tu is may dono k nuqsaan hay aik tu bacha baher say gher late aata hay aur dossra is k sath paisy ka waste bhi hay jub k may nay khud dhaikha hay k bachay apnay pocket money bhi aub mobile per her serf kertay hay
 

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan
Darasal baat yai hai faida aur nuqsaan hota he hai leken wo istemal karne wale par depend karta hai kai wo use apne faida kai liye use karta hai ya us ka ghalat istemal karta aur ise baat ko samajne kai liye ALLAH nai hame aqal di hai mobile kai bohat faidae hain but hum us ka ghalat istamal karten hain aur faidae aur nuqsan wo ap sb jante hain..
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
kasay satya nass kar diya hay?
kis ko sara din ph or msgs kartay rehtay ho?
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
samaj may nae i bat,but u mobil par ab kise ko ph na karna or msgs b,
 
  • Like
Reactions: Zee Leo
Top