Gher say bhagna(serious issue)

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
salamz friends

aj kal news paper may koch articles aa rahay hain..gher say larkion k bhag janay per..or us k baad un k sath jo dhoka hota hai..or jin mushkilaat say wo guzarti hain wo hum sab tasawur bhi nahi kar skatay

basically aisa topic laganay ka maqsad yeh hai k akhir aisi kia reason hoti hai k larkiyaan is qadar pagal ho jati hain k apni family ki izzat ko dkehee baghair aik larkay k peche gher say bhag jati hain..or aj kal k is nazuk dore may jub k sab janti bhi hain k qadam qadam per aj kal dhoka hai wo is tarhaan ki herkatain kion kar rahi hain..
or jo unhain bhaganay walay hotay hain wo or koi nahi normal larkon ki tarhaan hotay hain jo koch din k liye ashiq banay phirtay hain or jub wo gher say bhaga lein larki ko phir bhole jatay hain

so ap sab aisay lovers k baray may kia comments do gay
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
mere kiheal se is mein larkian larkay dono kusoor war hein. Ab larkay yaqeenan kahain gien k nahin is mein larkion ka qosoor ziadda hei woh bhagi kyon. Lakin wajah yeh hei k larkian larkon ki nisbat kam samajhdari se kaam leti hein (plz larkian dun mind). Woh pyar mein itni pagal hu jati hein k uneh apnay aaqhiq ki baat k elawa sab ki baat bakwas lagti hei. Isliye woh bager soche samjhe galat qadam utha leti hein aur baad mein parents ki badnami ki wajah banti hein. Uneh bharkanay wale larkay Begerat aur be sharam hotay hein. Un k nazdeeg larkion ki koi izzat hi nahi hoti. Khud apni bahen k baray mein ek lafz galat nahi suntay aur dosray ki bahen k ek lafz theek nahi boltay. Larkion ko aesa galat kaqam uthanay se pehlay ek dafa apnay parents ki izzat k baray mein zaroor sochna chaiye. Aur larkon ko bhi sochna chaiye k agar koi un ki bahen k saath aesa karay tu kya hoga?
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
mere kiheal se is mein larkian larkay dono kusoor war hein. Ab larkay yaqeenan kahain gien k nahin is mein larkion ka qosoor ziadda hei woh bhagi kyon. Lakin wajah yeh hei k larkian larkon ki nisbat kam samajhdari se kaam leti hein (plz larkian dun mind). Woh pyar mein itni pagal hu jati hein k uneh apnay aaqhiq ki baat k elawa sab ki baat bakwas lagti hei. Isliye woh bager soche samjhe galat qadam utha leti hein aur baad mein parents ki badnami ki wajah banti hein. Uneh bharkanay wale larkay Begerat aur be sharam hotay hein. Un k nazdeeg larkion ki koi izzat hi nahi hoti. Khud apni bahen k baray mein ek lafz galat nahi suntay aur dosray ki bahen k ek lafz theek nahi boltay. Larkion ko aesa galat kaqam uthanay se pehlay ek dafa apnay parents ki izzat k baray mein zaroor sochna chaiye. Aur larkon ko bhi sochna chaiye k agar koi un ki bahen k saath aesa karay tu kya hoga?

exactly.!

main ap ki sari baton say agree karongi..waqai larkiyaan is mamlay may kum aqal hoti hain..or pagal ban jati hain..or may larki ki barbadi or usay bhaganay ki whole zimadari Larkon ko he dongi...coz wo agar cahahyein to aram say baat kar k masla solve kar skatay hain..
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada

exactly.!

main ap ki sari baton say agree karongi..waqai larkiyaan is mamlay may kum aqal hoti hain..or pagal ban jati hain..or may larki ki barbadi or usay bhaganay ki whole zimadari Larkon ko he dongi...coz wo agar cahahyein to aram say baat kar k masla solve kar skatay hain..
Nahi mein whole zimadari lakon ko nahi din gan. Bel-k 40% larkon ko aur 60% larkion ko. Kyon k aaj kal dor mein larkian hi larkon ko green signal deti hein. Agar woh shuru mein hi red signal de dein tu aesa na hu. Lakay tu har dur mein kharab hii hotay hein. Chaiye woh 90s ka dor hu ya 2008 ka. Larkay har jaga badmashi kerte hein. Lakin aaj kal k dur mein aesa isliye ziadda hu raha hei kyon k larkian bhi ab kharab hu rahi hein. Mashallah yeh ju cable aaya hei pak mein is se tu larkian aur larkey aur kharab hu rahay hen. Ab larkian ghar se bhagein aur aap sara ka sara qosoor larkon pe daal rahin hei yeh kahan ka insaaf hua. Remember Taali hamesha 2 hath se bajhti hei
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

anmol

Newbie
May 19, 2008
472
154
0
37
i think larkia bht emotional hoti hae (thi) jaha kesi nae thora piar ka natak kia waha usi ki hu gee or larky enhi baton ka fiada uthaty hae..wo janty hae k kesi baton sae larki un sae atract hu gee..es mae ziada bewakofi larkion ki hae ju kesi ka b lehaz nhi kerti or ghar sae bagh jati hae..

ha ajkal tu esy jesy lakion or larko ka muqabla hu rha hae k dekhy kon ziada khrab hae...yeh soch kr k itz modern or high society thingi wo esy ulti harktien krty hae...
rhi shi kasr cabel or intrnt nae pori kr di hae...najany hamry mashrey, culture, ka kia hu ga...:(
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Mein to aisay lovers ko lovers kahongi he nahe jis may koi ksi ki respect ka family respect ka khayal nahe rakhta coz lov may basic chezain he yeh hoti hein or ager yehi batain lov may na hon to i think aisa lov phir lov nahe kehlaye
rahi bat aisi larkion ki to sab se pehle to unhe apnay gher walon ka khayal hona chahiyay k wo abhi izzat say sir utha ker chalte hein or ager min bhag jaty hon to kia izzat reh jaygi mere gher walon ki..or kia aisi halat may mein kabhi khush reh paongi?
ager ye tamam batain larkian soch lein to mein confirm kehty hon k koi larki nahe chahay gi k wo gher choray apna..lovers zindagi may or bhi atay hein lakin ager aik bar izzat chali jay na to insan lakh koshish ker ley us ki wo izzat nahe ban sakti jo pehle kabhi howa kerty thi
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
agreed wid U,S n Ahmed bahi...

n jo kehna tha wo yeh dono ne hi likha dia.. to abh samaj nahi ara k kia boloon{(thinkg)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
well ahmed may bayshuk tumhari adhi baton say yakeen karti hoon..or yeh bhi manti hoon k larkiyaan agar green light na dkehayein to sab shai rahay..lakin main jub bhi baat karti hoon majority ka soch k kehti hoon..well majority may to yehi sab chal raha hai k larkay larkion ko gher say bhagnay k liye koshishain kartay hain..or phir lov ki kasmain wgaira dey k unhain mjaboran bhaga lete ho..or then chore dtee hain..well sachai ko smana karnay ki himut honi chiayay..or sachai majority may yehi hai k larkay in sab k peche hain..coz koi larki khushi khushi apnay gher say bhagnay k liye tyaar na hogi..just larkay ki baton ki waja say majboor ho k wo aisa karay gi

rahi baat internet ki or cells ki to yeh to sab hum per hai na k hum kisi chez ka kis tarhaan use kartay hain..yeh to paki awam ki porani adut hai k hum her chez ko wrong way may he use kartay hain..

or U.S tumhari sari batain bohat zaberdastt hain
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
nice response RR.. point wali baat kari hai....

koi larki itni asani se apne ghar ko chorena ka nahi sochti hai.. larke unko apne pyaar ki kasme wade.. jhooti batain bana kar lejata hai.. or 1 or baat rahi baat ghar se bhagjane ki or baad main barbadi wo serf isliye hoti hai q k un k saath unke prtz ki duaine nahi hotie hai.. or app sub jante hai maa baap ki duaoon se hi bache age parhte hai or jub tuk wo saath na ho uni duaine na ho tub tuk koi bhi child khush or apni pasand ki life nahi guzar pata..

or ager internet cells.. or cable ki baat hai to kia unlog ko aqal nahi:s.. wo q in ka wrong way use karre hai... yeh sari unhi ki fault hoie..
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
Aap sab sahi keh rahi hein. Lakin mein phir bhi kahoon gan k larkion ki galti ziadda hoti hie aaj kal larkion ko bhi azad rehna ka shauq hu gaya hei. Aur phir yeh sab age ka taqaza bhi hota hei. Aap ne dekha hoga k bhagnay walay larkay/larkian 20 se 25 ki age k hotay hein. Is age mein duno mein se kisi mein bhi aqal nahi hoti k woh kya kernay jaa rahay hein....
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
ahmed ap ka apna way of thinking hai maira apna..so main nay jo jo kehna tha wo may keh chuki hin..or still usi baat say agree bhi karti hoon.baki ap ki apni marzi {(popcorn)}
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
wow kia baat hai..bht hi serious topic lagaya tussi ne...
well i m agree wid every1's reply...but styl i want to say ke fault doono larka nd larki ka hota hai...agar larka larki ko dhoka deta hai tu usmei larki ki bhi galti hoti hai ke woh is kaam mei parhi hi q...nd rahi baat ghar se bhagne ki...tu yehi kahoga ke fault doono ka hi hooga....
AHMED BHAI...ap ne kaha ke is mei larki ka zyada fault hota hai...u cant say dat...according to my thinking...larke ka hi zyada fault hota hai....but larka care nhi karta itni...jab larki ki life aik baar kharab hooti hai so bht hi mishkil se theek hoti hai baad mei...
nd RR..mind nhi karna...mei apke answer par totally agree hoo..lakin abhi apne kaha ke sab ki apni thinking hoti hai...so ap majority ka hi q sochti hai...majority bhi galat hoti hai kabhi kabhar..rmr dat....sorry..dun mind...
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
vesa ger sa bagna ke kia zaroooret ha jub car bus ha to {(thinkg)}{(moc)}{(moc)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
haan waqas i know koch kamo may majority bhi ghalat hoti hai..lakin yahan humaray ird gird ki batain hain..jis may logon ki soch ko likhna zaroori hai..thats y may yeh line use karti hoon..warna may bhi wohi sab karti hoon jo maira dil cahahay..majority ko her kaam may nahi dkeha jataa {(popcorn)}
 
Top