hahahahaha, thik hai meri pehli shikayat: (Maazrat ke sath bolne ka mouqa diya gaya hai is liye bol raha hoon,gustakhi maaf),zaroorat ke tahet shikayat karna hi aqalmandi hai janab
aapko jo thread tag kiya jaata hai aap use open karke rating kyun nahi dete?
jab ghar ka sarbarah rating dene main kanjoosi karenge to ghar ke dusre fard par kiya asar parega saviou bro?