Jhoot....

  • Work-from-home

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
(asda) Friendz,

Ap sab sey mera question ye hai kay hum apni life may jhoot ka itna sahara kion lete hein jaisay her bat may hum kehte hein k chalo bhui jhoot bol lete hein mushkil say to nikal jayain gay but hum ye nahe sochtay k us jhoot ki waja say humein or kitni mushkilain paish aa sakty hein

To mein yehi pochongi sab sey k aisa kion hota hai k hum her bat may jhoot ka sahara lete hein?
Kion sab sach nahe boltay aisay jaisay humne sach bolna seekha he nahe?

So my dear friendz drop ur views about thiz serious topic... {}{98u
 

Sakina

Newbie
Oct 12, 2007
652
44
0
insan insan hey hai is liye jhoot bolta hai {}{678u... mazak mai jhoot bolna shuruu hoty hia aurr adaat ban jatii hian ... aur second reason yah hai k aik dosray say aagay barhny k liye jhoot ko use karty hia .. and whtever jhoot bolna to aamm hey hai {}{43r5
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
jhoot bolna hur kisi ki majbori hoti hai.. q k kuch raste a-se hote hai jin per sach nahi chal sakta...

jhoot age barhne k liye.. jhoot apni jaan bachane k liye.. jhoot kisi ka dil na torene k liye...

datz true k jhoot humhareliye prbs bht create karta hai... par saath bhi bht deta hai!!
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
insan insan hey hai is liye jhoot bolta hai {}{678u... mazak mai jhoot bolna shuruu hoty hia aurr adaat ban jatii hian ... aur second reason yah hai k aik dosray say aagay barhny k liye jhoot ko use karty hia .. and whtever jhoot bolna to aamm hey hai {}{43r5
haaan yehi to mera question hai na k kion mazak may bhi ap kion bolte ho jub k ap jantay ho k humaray religion (Islam) ne humey jhoot bolne say mana kia hai phir bhi hum jhoot bolte hein
or jhoot bolna amm ho gaya hai yeh humari he waja say amm howa hai or ap ko nahe lagta k insan sach bole ker zyada successful ho sakta hai bajaye is kay k jhoot bole ker aik dosray say agay barha jay?


jhoot bolna hur kisi ki majbori hoti hai.. q k kuch raste a-se hote hai jin per sach nahi chal sakta...

jhoot age barhne k liye.. jhoot apni jaan bachane k liye.. jhoot kisi ka dil na torene k liye...

datz true k jhoot humhareliye prbs bht create karta hai... par saath bhi bht deta hai!!
or insaan sach tubhi bol pata hai jub dosre sach bolne dain or samjhain..
han mein manty hon akser jhoot majboran bola jata hai but aj kal to i think zyada log baghair ksi majboori k jhoot bolte hain
or ager aisi situation ho k ap ki jan bach rahi ho ya ksi ki jan bach rahi ho ya watever to sure ap aisi halat may bol saktay ho jhoot lakin sirf wo jhoot bol saktay ho jis say apko koi faida bhi ho..
or i think sach bolne k liay dosray ko nahe dekhna chahiyay k wo ap ka sach sun sakta hai..aisay to phir buhat say log hein jo sach nahe suntay to kia hum pori zindagi un k liay jhot bolte rahain gay?

lolz mujha jo kehna tha woh pari ne kehdiya..sari lines chura li:mad:...:S
U ki apni bhi koi opinion hai k naheeeee :{(*
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
thi..lakin jab already mentioned hoye wi hai pehle se...so wats da point of doin dat?:S
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
khaire u.s i guess vicky ko apna mind use karne ki adat nahi isliye doro ki lines per chalte hai{}{:p

khaire u.s.... jin ko sach sonne ki adat nahi un k liye sach bolna nahi chorena chaye.. balke unko unke hal per chore dena hi behtar hota hai...
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
khaire u.s i guess vicky ko apna mind use karne ki adat nahi isliye doro ki lines per chalte hai{}{:p

khaire u.s.... jin ko sach sonne ki adat nahi un k liye sach bolna nahi chorena chaye.. balke unko unke hal per chore dena hi behtar hota hai...
oye.....aram se....samjhi..
jhoot bolna tu koi tum se seekhe:p
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
khaire u.s i guess vicky ko apna mind use karne ki adat nahi isliye doro ki lines per chalte hai{}{:p

khaire u.s.... jin ko sach sonne ki adat nahi un k liye sach bolna nahi chorena chaye.. balke unko unke hal per chore dena hi behtar hota hai...

yup das what i was saying
 
Top