Larkay Kyun Attach Nahi Hopatay

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
{}{78iuAsalamo aliekum

yehan main jo problem discuss karnay aai hoon wo boys k hawalay se hain..{(running)}

waisay dekha gaya hai aur ye hai bhi true k larkon k muqaablay main larkian mothers se bohat attach hoti hain aur hona bhi chaheya.{()|asf.like apni har problem batana share karna frankly kisi bhi baat ko discus karna etc.{(ladance)}.kabhi kabhi to aisa feel hota hai k jaisay frnds hon.:{(*

lakin jab larkon ki baat aati hai to hum nay ye observe kiya hai k larkay father se us tarha attach nahi hopatay..{}{r54is ki kiya waja hosakti hai..{}{78iu

ya to parents main se baap jis ka farz hai k usi tarha apnay betay ko guid karay un ki problems ko sunain samjhain..{(thinkg)}aisa nahi hota aur larkay thora touchy hojaatay hain...{(wallbash)}{(wacko)}

app ka kiya khayaal hai.{}{78iu.is main kis ko ziada roll play karna chaheya..meray khayaal main father ko ...{(gimmefive)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
ss main yahan is topic ko mother n father per rakh k baat karongi ok jahan tuk maira openion hai is topic say related so jahan tuk mother ka sawal hai to mother to bachon say waisay he bohat kareeb hotin hain coz ma ka rishta he aisa hai..lakin agar father bhi bachon say itna attach honay lag gayay to bachay kis say darain gay?...or ofcourse bachay piyaar say kabhi nahi set rhetee ..ghusa daranaa thora bohat stah may chalayga tub he bachay set rhete hain..so maira nahi khayal k father ko bhi itna free ho jana chiayay bachon k stah k kisi chez ka unhain dar na rahay..
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
tum samjhi nahi main kiya kehna chah rahi hoon

kiya father sirf daranay waali cheez hai...???

aray ye baat kahan se agai..aur zuroori nahi nahi father k samnay sehmay huay dartay huay jao..

mera waisay yehan matlab larkon se related hai k jis tarha larkian apni har baat mother se share karsakti hain...

us tarha larkay apni har baat father se nahi karpatay to is main father ko roll play karna chaheya na..warna wo kis se apni saari prob kahain gay..isi waja se un ko misguid bhi easily kar lia jaata hai specially teen agers ko
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
cahlo cahlo apnei ankha cheek kerwa lo muj sa
oo
ap ko to 100+ ke anek lega gei
hehe
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
well ss bht complicated sawal hai hehe...

ne wayz...

i think larke bhi apni mother se xadah attach hote hai... q k father to bahar hote hai mostly job par.. par mom ghar hoti hai or thande demagh or dil ki hoti hai father temp high hota hai..

or larke bhi apni sari baatain mom se share karte hai q k wo unhi se xadah attach hote hai or unko sub bht easily share karlete hai par fathers jo hote hai wo mostly larko ko study n job ka hi bolte rehte hai take wo age apni life easily chala sake.. so i guess datz y..

father ka high temp hota n mummy ka low..
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
is ka matlab agar ye father log parhain to disheart hi hojye k un ka kaam sirf paisa kamana hai

lakin bohat se aisay b hain jo job se anay k baad apnay bachon ko bohat waqt detay hain har baat share kartay hain aur usi tarha guid kartay hain meray papa bhi aisay thay
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
har father aisay nahi hotay jaisa aap nay samjha wo b mom jaisay hi hotay hain...lakin kuch nahi b hotay maqsad sirf ye k larkay har baat apni mother se share nahi kar saktay un ki b kuch prob hosakti hain to father ko chaheya k un se poochain un ko guid karain ta k wo apnay aap ko akaila feel na karain
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
hmm... i think maa ko xadah tar apne beto ki parwa hoti hai jiski waja se bete xadah close hote hai apne mom se q k.. bete job per hote hai xadah tar ghar se bahar hote hai.. jis per maa ko unke khane pene ki hur cheez ki fikar hoti hai.. or father se larkian close hoti hai... xada tar... q k larki father k paas jati hai apni wishes lekar jinhe father pori karne ki try karte hai or larke maa k pass...
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
hmm... i think maa ko xadah tar apne beto ki parwa hoti hai jiski waja se bete xadah close hote hai apne mom se q k.. bete job per hote hai xadah tar ghar se bahar hote hai.. jis per maa ko unke khane pene ki hur cheez ki fikar hoti hai.. or father se larkian close hoti hai... xada tar... q k larki father k paas jati hai apni wishes lekar jinhe father pori karne ki try karte hai or larke maa k pass...
datz true...larke maa se hi attach hote hai ziada.....nd father se attach lziada tar beitiya hoti hai......
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
mother are attached to all her children beause she has created them..and creator and created can not be seperate...that is why attachment...but one imp thing: she gives birth to body and not soul..soul comes from father.. that is why mother always care about food,clothes,health...while father is more concerned with character,study etc...
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
hmmm balkaal asay hota hai aur jahaa taak main sochtaa hoo

iss ki yeh waja hai k larkiyaa zada taar apna time ghar main

hote hai to iss leyai woh apney mother say apney haar baat

share araam say kar leytee hai aur mother normally ann ko

bati bhi hai k yeh teek hai aur yeh galat ... per normally

boys apna zada waqat apnay dostoo k saat bhaar gozartai

hai .... aur apney problem dostoo say share kar k ann ka

haal nikaal leytai hai too zada taar father say kuch

pouchnai ka sawal hee paida nahi hota iss leyai yeh farak

atay hai .... asay nahi k boys apnay maa ya baap say

pyar nahi kartai woh bhi atnay hee kartai hai jatna aik

larki kartee hai per bass yeh aik nizaam chalaa araha hai

jiss ko saab hee follow kartai hai
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
the basic tendency of male way of attachment is big I and female way of attachment is MY or MINE.that means male r basically attached to their own identity,their own ego more and less to what they possess...one who has identified himself with religion,nation,family,values can sacrifice/kill the things which he possess or own ...in the name of his identification....normally male get attached more to idea...and female to reality and present..bcoz idea is always in mind...in past or future..
females r not directly attached to themselves but via possessions...my husband,my brother,my clothes,...my home...thats why they r ready to suffer at any extent as long as they feel possessed thing is with him...and so her identification continues
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
{}{78iuAsalamo aliekum

yehan main jo problem discuss karnay aai hoon wo boys k hawalay se hain..{(running)}

waisay dekha gaya hai aur ye hai bhi true k larkon k muqaablay main larkian mothers se bohat attach hoti hain aur hona bhi chaheya.{()|asf.like apni har problem batana share karna frankly kisi bhi baat ko discus karna etc.{(ladance)}.kabhi kabhi to aisa feel hota hai k jaisay frnds hon.:{(*

lakin jab larkon ki baat aati hai to hum nay ye observe kiya hai k larkay father se us tarha attach nahi hopatay..{}{r54is ki kiya waja hosakti hai..{}{78iu

ya to parents main se baap jis ka farz hai k usi tarha apnay betay ko guid karay un ki problems ko sunain samjhain..{(thinkg)}aisa nahi hota aur larkay thora touchy hojaatay hain...{(wallbash)}{(wacko)}

app ka kiya khayaal hai.{}{78iu.is main kis ko ziada roll play karna chaheya..meray khayaal main father ko ...{(gimmefive)}

Maan baap donon ko friendly hona chahyay apnay sub buchon kay saath. Maan ko baytay say bhi. Baap ko ziada baytay say shuru say friendly hona chahyay.

Maan ko beti say ziada friendly hona chayay.

Waisay donon parents ko dono buchchon say friendly hona chahyay.

Larkay kay mamlay main yaqeenun baap ko khud agar wo na karay to maan ko chahyay kay wo dono ko friendly karwaay.

Touchi jub ho jatain hain jub wo larki ko daikhtain hain maan khoob lift kara rahi hai aur ussay koi lift naheen kara raha na hi baap aur na hi maan.

Agar baap friendly naheen hota to baytay say bhi maan ko friendly hona chahyay. Ussay yoon akela naheen chor dena chahyay. Kay ussay yay ahsaas ho jaay kay maan baap dono us ko value naheen detay ya suntay naheen. Ya uski koi naheen sunta ya discuss naheen karta.
 
Top