کیا یہ فورم صرف اہلحدیث حضرات کے لئے ہے

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
بات دراصل صرف اتنی ہے کہ اگر کوئی شخص کسی دوسرے پر انگلی اٹھائے گا ۔۔۔۔ اور وہ بھی اس وقت پوری دنیائے اسلام کا ایک تہائی حصہ کے مسلمانوں پر ۔۔۔۔ تو یقینا کسی شخص کا اس طرح انگلی اٹھانا۔۔۔۔ نہ صرف ان تمام مسلمانوں کے جذبات مجروح کرنا ہے ۔۔۔۔ بلکہ انہیں طیش میں لانے کے مترادف ہے ۔۔۔۔ تو پھر وہ اپنے اوپر اور اپنے بزرگوں پر لگائے جانے والے سنگین الزام (یعنی دنیائے اسلام کے ایک تہائی مسلمان (معاذ اللہ )احادیث کے بجائے اپنے امام کو ترجیح دیتے ہیں) کا جواب ضرور دے گا ۔۔۔۔ یہ تو انتظامیہ کا فرض بنتا ہے کہ وہ ایسے لوگوں پر اور اُن کی تحریروں پر کڑی نظر رکھیں ۔۔۔۔۔ اور ایسے مواد کو ڈیلیٹ کر دیا جائے ۔۔۔۔ تاکہ فورم کا ماحول خراب نہ ہو ۔
لیکن ہمیں تو شدید حیرانگی ہے کہ یہاں تو لوگوں کو مغرب کی اظہار رائے کی آزادی والی پالیسی کی طرح کھلی چھوٹ ہے ۔۔۔۔ جس کا دل چاہے وہ قرآن کی آیت اور ترجمہ یا حدیث لکھ کر اپنے من مانے خیالات کا اظہار کرتا رہے ۔۔۔۔ چاہے وہ کتنے ہی مسلمانوں کی دل آزاری کا سبب کیوں نہ بن رہے ہوں ؟؟؟؟
اور سب سے دکھ اور افسوس کی بات یہ ہے کہ جس کو شکایت کرو وہ یہی کہتا ہے کہ قرآن و حدیث سے بات کرو ۔
ہمیں آج تک یہ سمجھ نہیں آیا کہ وہ کون سا ایسا مسلمان ہے جو (معاذ اللہ ) قرآن و حدیث سے انکاری ہے ؟؟؟
مسلمان ہونے کے لئے سب سے پہلا قدم ہی قرآن و حدیث پر ایمان لانا ہے ۔۔۔۔ اس کے بغیر کوئی کیسے مسلمان رہ سکتا ہے ؟؟؟
بات صرف اتنی ہے کہ لوگوں نے قرآن و حدیث کو (معاذ اللہ) کھیل سمجھ لیا ہے ۔۔۔۔۔ جس کا دل چاہے وہ قرآن اور حدیث پیش کرکے اپنی خود ساختہ تشریحات پیش کرتا رہے ۔۔۔۔ اور یہاں کے لوگ خوش ہوتے رہے گے کہ جی فلاں قرآن و حدیث سے بات کرررہا ہے ۔
حالانکہ یہ قرآن وحدیث کے سبق دینے والے حضرات اتنی معمولی بات بھی نہیں سمجھ سکتے کہ دنیا کا کون سا شعبہ ایسا ہے کہ جس کا فن ، جس کا ہنر ، جس کا علم سیکھے بنا کوئی شخص اُس شعبہ میں اس طرح دخل اندازی کرے کہ اُس شعبہ کے ماہرین پر ہی تنقید کرنا شروع ہوجائے ؟؟؟
ہمیں بڑے افسوس کے ساتھ کہنا پڑ رہا ہے کہ ہم دنیاوی زندگی میں کسی بھی شعبہ میں کس فن یا ہنر یا علم میں بنا سیکھے سمجھے دخل اندازی کی جرات تو ایک طرف سوچ بھی نہیں سکتے کہ
ایک شخص بنا سیکھے ڈاکٹر کا کلینک کھول کر بیٹھ جائے ۔
یا ایک شخص بنا تعلیم حاصل کئے کسی اسکول میں پڑھانے بیٹھ جائے ۔
یا بنا ڈرائیونگ سیکھے کار لے کرسڑک پر نکل جائے
بنا سیکھے سرجن کی طرح اوزار اٹھا کر آپریشن کرنے کا سوچے ۔
بنا سیکھے جہاز اُڑانے پائلٹ کی سیٹ پر بیٹھ جائے ۔
لیکن افسوس صد افسوس کے ہم دنیا و آخرت کے سب سے قیمتی متاع قرآن و حدیث کے لئے سارے اصول و ضابطے بھول کر نہ صرف خود عالم دین ،مجتہد اور محدث وغیرہ بن کر بیٹھے ہیں بلکہ دوسری طرف اعلان کرکر کے تمام لوگوں کو دعوت بھی دے رہے ہیں کہ جس کا دل چاہے بس وہ قرآن کی آیت یا حدیث پیش کرکے دین کے شعبہ میں جس جس نے اپنی مہارت آزمانی ہے وہ آزمائے ۔
اور سب سے زیادہ افسوس کی بات یہ ہے کہ بزرگان دین جنہوں نے اپنی ساری زندگیاں دین اسلام کے لئے وقف کیں ۔۔۔۔ دن رات دینی علوم پر مہارت حاصل کی ۔۔۔۔۔اُن کے زہد اور تقویٰ کی گواہیاں صدیوں سے اپنوں نے کیا غیروں نے بھی دیں ۔۔۔۔۔صدیوں سے دنیائے اسلام کے کڑوروں اربوں مسلمان اپنے بزرگوں کی پیش کردہ قرآن و حدیث کی تشریحات کی روشنی میں دین کے احکامات پر عمل پیرا چلے آرہے ہیں ۔۔۔۔لیکن افسوس کہ آج کچھ لوگوں نے ان بزرگوں کی قرآن و حدیث کی تشریحات کو ایسا مشکوک و مشتبہ بنادیا کہ آج یہاں اس فورم پر بنا کچھ دین کا علم سیکھے کھل کر قرآن و حدیث کے نام پر اُن بزرگوں کی تشریحات کو رد کیا جارہا ہے ؟؟؟
گویا معاذ اللہ اُن بزرگوں نے قرآن و حدیث چھوڑ کر اپنی من مانے احکامات جاری کئے ؟؟؟
اور (معاذ اللہ) ساری دنیا کے مسلمان قرآن و حدیث چھوڑ کر ان بزرگوں کے احکامات ماننے والے بن گئے ؟؟؟؟
حتی کہ لوگوں نے اتنی معمولی بات سوچنا سمجھنا بھی گوارا نہیں کررہے کہ کہیں ایسا تو نہیں کہ ہم سے ہی بزرگوں کی باتوں کو سمجھنے میں غلطی ہورہی ہو۔؟؟؟؟
ایسے کیسے ہوسکتا ہے کہ ان بزرگوں نے اپنی پوری زندگی علم حاصل کرکے بھی ایسی غلطیاں کیں جو آج کا دین کا علم نہ رکھنے والا مسلمان بھی وہ غلطیاں نکال سکتا ہے ؟؟؟؟
کیا ایسا ممکن ہے کہ کسی نے میڈیکل سائنس کا باقاعدہ علم ہی حاصل نہ کیا ہو اور وہ میڈیکل کے ماہرین کی لکھی ہوئی کتابوں میں غلطیاں نکالنے کے قابل ہوگیا ہو ؟؟؟؟
افسوس صد افسوس کہ قرآن و حدیث کے نام پر لوگوں کو اتنا جذباتی کردیا گیا ہے کہ ماشاء اللہ سے اتنے اچھے خاصے(دنیاوی) پڑھے لکھے لوگوں کو بھی اتنی معمولی معمولی باتیں سمجھ میں نہیں آرہیں ؟؟؟؟
بہرحال ہماری اس فورم کی انتظامیہ سے اور موڈریٹرز حضرات سے صرف اتنی ہی گذارش ہے کہ وہ اس فورم پر اس طرح کے بحث و مباحثہ والے تھریڈ کو فور طور پر بند کرکے تمام ممبرز کو اختلافی تھریڈ نہ بنانے کا پابند بنائیں ۔۔۔۔ اگر تو انتظامیہ اس فورم کا ماحول بہتر بنانا چاہتی ہے
باقی اگر ہماری بات کسی کو ناگوار گذری ہو تو ہم معذرت چاہتے ہیں ۔
لیکن صرف اتنی درخواست ہے کہ تمام سنجیدہ حضرات ہماری گذارشات پر خصوصی غور و فکر فرمائیں ۔جزاک اللہ
اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء فرمائے ۔آمین

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
@i love sahabah
jab k guzashta dino may Aise tmam threads close kiye ja chukkey hain jahan tak possible hua aap samait sabki ikhtlafayi posts bhi delete ki gai hain
us k bawajud aapka Ye thread lgaane ka Maqsad kia samjha jaaye?

MAine aap sab se pehle hi bola tha agar ye Bemaqsad behas khatam karni hay to aap sabko hmare saath cooperate karna chahiye,,,jahan problem dikhey khud behas karne se pehle Report karain agar Report karne ki reason Valid hogi to accordingly action liya jaayega!
magar aap sab achi tara behas kar k aik dusre ko target karne k baad report karte hain Wahan kia decision liya jaaye?

AIk Thread NIMAZ k baare may tha usse may khasusi tor pe mention karna chahungi US jaise threads may behas karni ya unhe close karwane k lie Reports kaise maani jaayain? First post k references authentic books k nhi thay to warn karne pe thread starter ne authentic ahadith se references de diye usko kaise jhutlaya ja sakta hay? US may bhi firqon pe baat shuroo ho gai i dont know y?

Islam section ka jo hashar nashar in dino ho chukka hay muje samajh nhi aati Konsa sawab kamaney k tehat ye sab kiya ja rha hay,,,non muslims ko islam ki taraf bulana to door ki baat hain jis tara ki discussion ho rhi hain khud yahan k members bhi confused aur pareshan hain!
phir Aap logon ko staff k decision pe bhi hamesha se shak rha hay USKa koi Ilaaj nhi hmare paas!
@S_ChiragH bro ne bohat acha shaer bola hay ,,Ghalat tareeqa kaar aap sab log APnaate hain aur badnaam staff ko karte hain anywayz!..
aap samait bohat se members including lovelyalltim bro ko warn kiya gya hay k is tara k threads aur posts mat lgayain...
Islam ka knowledge sab tak phailana hay to behtareen tareeqe se phailayain itna complicated na bnayain ,agar inhi topics pe aise hi baatain akrni hain to us se behta hay khamosh rhain/....

kindly main aap sab se request karungi k "BAS KAR DAIN AB" Firqe k naam pe AIk single thread bhi mat dikhey ab,,, agar Kisi ka bhi Thread FIRQA k naam pe Dikha to hamain bohat afsos hoga us member ko TM se rukhsat karne may,,, q k mazeed inatshaar kisi soorat bhi qabil-e-qabul nhi!

@i love sahabah
@Fitna e Dil
@nasirnoman
@*Muslim*
@lovelyalltime

aur baqi sab bhi jo is tara ki posts aur threads may comment karte hain be careful!
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar

oj agree wid u...lakin kindly ap unko 1 bar pir ache tara samja day jo hamaray imamo, k khilaf toeehen amez kalmat kehtay hay...jo kud ko aqlay qul samjatay hay...afsos sad afsos asay logo par jo apnay bozargo,or apnay osatdo ki ase toeehn wa takzeeb kartay hay...
ALLAH pak islam ko fitnay sazo say bachaye ameen summa ameen
@Don
@RedRose64
@Zee Leo
 
Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
m sorry to say per app sab ko sharam ani chaiye k app log kis tarah se Islam per bhes kartey hai.... Na to khdh samajhne ki koshish karrey hai or na hi kisi or ko samajh ne derey .... ye kis tarah k musalman hue ??? dikhawa hai kia ye?? mazzak hai kia ye??? sharam nhi ati k musalman ho kar dusrey hi musalman ko point out karrey ho...??? zara sa bhi khuda ka khauf nahi hai k ye jo bhi cheap harkaten ap log karrey hai is ka kia jawab doge?? dar nahi lagta k kisi ko bhi is tarah se point out karney se??? ap log hotey kon ho 1 dusre ko sahi ya ghalat kehne wale???

hadh hogie hai .... har din koi na koi fazool k bhes hori hoti hai yahan Islam k upper.... ye Islam section isliye nahi banaya k 1 firqa dusrey firqey ko ghalat boley.... ya apni zaat ki bezatti karwaye.... ye section isliye banaya gaya hai k Islam se related batoo ko sab tak phunchaya jaye... ho sakta hai k koi non-muslim b yahan kabhi visit karen... hosakta hai k koi non-muslim islam ko samajhna chahta ho ... or yaha ayen.... to wo jab ye sab dekhega to us per kis tarah affect parega Islam k barey main??? Islam ka matlab pocho to sab kehtey ho k Islam ka matlab Peace hai ... per yahan dekh kar hargiz nahi lagta.....

apney hi religion ki itni bezatti karrey ho app log....
aaj kal q log point out kartey hai muslamano per in hi sab bato ki wajah se jo ap log karrey ho .....

Staff k peeche parh gaye k staff ye karra hai wo karra hai .... apni harkaten dekhi hai kia??? baghire sochey samjhey kuch bhi app log boldetey ho .....

kindly.... app log islam section k rule ko samajhne ki koshish karen... or us ko follow karney ki .... or ussey barh kar.... Islam ko samjho... jo threads lagayen jaye unhi samjho....
 
lovelyalltime

I LOVE ALLAH
TM Star
Feb 4, 2012
1,656
1,533
913

i agree with you​
sister​
ais bat ka aik hee hal hai​
jis kisi ki bhi bat quran ya sahih ahadees kay hawaloon kay baghair hai​
as ko delete ker diya jaya​
chahiya woh meri hee kew na hoo​
 
  • Like
Reactions: Pari and *Muslim*

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Maine bat kuch kahi hai jawab kuch mil raha hai.
Jee app he quran aur hadees ko folow karte hain baqi sab yahan par non muslims bethe hain?
Insan ki pasti ka agaz wohin se hojata hai jahan se woh khud aala aur dosre ko haqeer samjhe. that's
Mujhy yahan kisi se personal behs nhi karni hai.
maine sirf ek general bat ki hai. App shoq se is topic par behes karte rahen we dont care.
apko mera javab shayed samjh nhi aya warna javab maine apke sawal ka hi dya tha
kyunke ap ka kehna yeh tha ke jo ikhtilafaat ek zamane se chalte arhe hain woh hamari zid behes se kese khtam ho sakte hain
to iska javab maine yehi dya tha ke yeh ikhtilafat to ahadeeson ke mutabiq bhi ta qayamat jaari rehne hain
to yeh soch ker ke yeh ikhtilafat kabi khtam nhi hone hum log quran o hadees sunana hi chor den?
or mera khayal hai abi ap behes ka matlab hi nhi janti behes sirf ussi surat hi start hoti hai jab saamne wale ki baat se ikhtilaf kya jai lekin samne wala jab quran ke through Allah ka farman suna raha ho ya hadees ke through Muhammad ka farman suna rha ho tab us baat se ikhtilaf karne ki himmat kese kar lete ho ap log? chalo ap logon ka dil boht bara hai or ap log itni himmat jutta b lete ho to mujhe btao na dar haqiqat apne kis se mukhalfat ki? Allah or Rasool ke farman sunane walon se ki ya Allah or Rasool ke farmaanon se ki?
or ap yeh keh rhi ho ke ek main hi quran o hadees ko follow karta hon baqi sab non muslims bethe hain to mujhe phir is baat ka javab kyun nhi dya gaya ke aap log agar quran o hadees ko follow karte ho to phir muslim lovely ya chiragh bro ke quran o hadees sunane per behes karna kyun shuro kar dete ho?woh jo quran or woh jo hadeesen suna rahe hote hain woh apne ghar se bana ker laate hain kya?unhi kitaabon main se hi sunate haina jo kitaben ap khud b follow kar rhe hote ho to phir meri baat wahin per ajati hai ke jab ap log Alhamdulillah musalman ho quran o hadees ko follow b karte ho to phir jab wohi quran o hadees sunaya jata hai to phir ikhtilaf kar ke behes karna kyun start kr dete ho?
or akhri baat main yeh kahunga ke hum khud ko aala or dusron ko haqeer nahi samjhte ham to bas quran or hadees ko aala samjhte hain or isi liye hi quran o hadees suna bhi rahe hote hain islye hamara farz b yehi banta hai ke hum sunane wale ko na dekhen ke woh ahle hadees hai hanfi ya malaki hai shafi hai ya sunni hai ya kisi b firqe se hai hamen to bas yeh dekhna chahiye ke woh suna kya raha hai lekin hamari pasti ka aghaz kahin se b shuru hoa ho lekin hamari pasti ki intiha yahan tak pohonch chuki hai ke hum yeh tak nhi dekhte ke saamne wala wohi quran suna rha hai jis per hum imaan rakhte hain samne wala wohi ahadeesen suna raha hai jo hamare nabi ki zuban e mubarak se ada hoi hain lekin aise moqon per hamari aankhon per patti bandh jati hai or hamen kuch nazar hi nhi ata or hum isi andhe pan main quran o hadees sunane walon per hi tanqeed shuro kar dete hain
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
m sorry to say per app sab ko sharam ani chaiye k app log kis tarah se Islam per bhes kartey hai.... Na to khdh samajhne ki koshish karrey hai or na hi kisi or ko samajh ne derey .... ye kis tarah k musalman hue ??? dikhawa hai kia ye?? mazzak hai kia ye??? sharam nhi ati k musalman ho kar dusrey hi musalman ko point out karrey ho...??? zara sa bhi khuda ka khauf nahi hai k ye jo bhi cheap harkaten ap log karrey hai is ka kia jawab doge?? dar nahi lagta k kisi ko bhi is tarah se point out karney se??? ap log hotey kon ho 1 dusre ko sahi ya ghalat kehne wale???

hadh hogie hai .... har din koi na koi fazool k bhes hori hoti hai yahan Islam k upper.... ye Islam section isliye nahi banaya k 1 firqa dusrey firqey ko ghalat boley.... ya apni zaat ki bezatti karwaye.... ye section isliye banaya gaya hai k Islam se related batoo ko sab tak phunchaya jaye... ho sakta hai k koi non-muslim b yahan kabhi visit karen... hosakta hai k koi non-muslim islam ko samajhna chahta ho ... or yaha ayen.... to wo jab ye sab dekhega to us per kis tarah affect parega Islam k barey main??? Islam ka matlab pocho to sab kehtey ho k Islam ka matlab Peace hai ... per yahan dekh kar hargiz nahi lagta.....

apney hi religion ki itni bezatti karrey ho app log....
aaj kal q log point out kartey hai muslamano per in hi sab bato ki wajah se jo ap log karrey ho .....

Staff k peeche parh gaye k staff ye karra hai wo karra hai .... apni harkaten dekhi hai kia??? baghire sochey samjhey kuch bhi app log boldetey ho .....

kindly.... app log islam section k rule ko samajhne ki koshish karen... or us ko follow karney ki .... or ussey barh kar.... Islam ko samjho... jo threads lagayen jaye unhi samjho....
jin ke nazdeek firqe ki importance islaam se zyada ho jati haina
phir woh log firqe ki muhabbat main islaam main nuqta cheeni karne se b nhi darte
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Salam,
Agar ap may say kissi ko bhi lagta hai k TM kissi firqay k for ya against hai to this is not true. Ap ki shikayat shayad yeh hai k ek user ko bolnay dia jata hai dosray ko nahi.. Kuch log Freedom of Speech ko staff ki laziness smajh rahe hain... etc etc...

Let me give you some FAQs here.
----------------------------------------------

  • Meri thread kiun close hoi? Dosray user ko bolnay ka chance mila or mujhe nahi.. aysa kiun?
    • aysa tab hota hai jab thread may jari bahess topic say hut kar personal bahess ban jati hai. Ofcourse agar bahess hogi to ek user dosray user say disagree kare ga.. laykin is ka matlab yeh nahi k users topic ko chor kar ek dosray par ungli uthana shuru kar dein... agar tmam user bagher personal comments k sirf topic par bat kareingay to topic close nahi hoga.. laykin agar koi bhi user personal comment pass kare ga to majboran thread ko close karna pare ga chahe last post may baat shai ya kuch bhi... So please use your rights properly.. For example: agar ap ko kissi user ki bat pasand nai ai to post may sirf or sirf apni baat ko defend kijiye.. laykin agar ap kehte hain k "you are stupid, you are always wrong, your post is senseless etc" that is wrong and we cant allow that....
  • Freedom of speech kia hai ?
    • yeh haq har user k pass hai k wo apni bat kahe.. chahe bat sach ho ya ghalat... laykin agar ap ki kahi hoi bat Rules k khilaf warzi karti hai ya phir Quran or Hadith k against to tab ap ko chup karwane ka haq staff k pass hai.. Agar ap ko lagta hai k Freedom of speech ka ghalat istemaal ho raha hai to ap bilkul theek hain. kiun k dunya k tamam hisay may freedom of speech ka ghalat istemal kia jata hai.. log a kar kuch bhi bol dete hain or freedom of speech ka rule us ko cover karta hai.. Laykin idher TM par Freedom of Speech k kuch rules hain jo k may nay abhi describe kiye.... Please pay respect to each other... talk about a topic... DO NOT raise your finger against anyone... TRY TO SHARE KNOWLEDGE INSTEAD OF PROVING EACH OTHER RIGHT OR WRONG...
  • Mods Wrong thread ko foran close kiun nahi karte ?
    • Thousands of topics get created everyday. Unfortunately, we cannot moderate every single post made every hour.. We do our best to take control but we cant take control 100%... Thats why we have a system called REPORT.... please report system use kijiye as much as you like... its FREE !!! ap ki jeeb say kuch nai gaye ga... USE REPORT system and then we will take care of it. Also use DOWN VOTE system as well.

Now, abhi ho sakta hai kuch user meri bat say mutmain na howay ho.. but to be honest na may qualify hon or na ap kissi bhi baat ko right ya wrong prove karnay k lie.... Hamesha har problem ka haal nahi hota.. kuch problems ayse hote hain jin ko na cherha gaye to behter rehta hai...

Ap ka kia khiyal hai k jo Islamic maslay salo say chalay arahe hain wo maslay ap log ek thread laga k solve kar deingay ? We have to fix ourselves other issues will get resolved by itself ....

From now on please try to share knowledge only... try not to show who is right or wrong... that will just increase rage and hate.. even Islam does not allow that...

Peace !!
I might be making few changes in Islamic Rule asap... but that does not means it will solve all possible problems.
 
cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
ahan ..............
jahan tak firqo ka taluk hai ... books likhne waley likh gae ...
har firqe k paas jo books hain wo aaj ki likhi nahi hai .... har firqa apni bhi book ko authentic manta hai ... ab is me aaj k logo ka kya qasoor?

Ahadees ........ is me bhi ikhtelaf hai aur problem wohi books ka hai... kisi ki book me kuch likha hai kisi ki kuch ...
Quran ........... is me ziada to nahi but tafseer me ikhtelaf hai .... aur tafseer ka taluk bhi book se hi jur jata hai ...

to tamam behas meaning less hojati hai bat ajati hai sari majority pe jahan jis ki majority hoti hai wo haawi hojata hai k us ki book authentic hai coz us ko voting ziada mil jati hai ...
chatrooms aur dosre aese bht se forums hain jahan pe christian, jews and hindu bhi hotey hain .... jin hazraat ko behas karne ka behad shoq hai aur sab ko apne hi aqeede pe chalwane ka to wo log wahan q nahi jatey hain ? akhir is mission pe kon kam kar raha hai aur karwana chahta hai k musalmano ko divide karte raho .... meri guzarish hai aap hazraat se k please jaiye aur non-muslims ko islam ki taleemat de jiye .... firqo ki larai me na to yahan koi aap ki bat pe mutafiq hoga coz har shaqs k pas us ki apni book hai .. aur Quran o hadees se aap kabhi bhi kisi ek firqa ko durast sabit nahi kar sakte coz agar Quran ho hadees se sabit ho sakta k koi ek firqa hi durast hai to aaj musalman 72 firqo na bante hoe hote... aap ko kya lagta hai k aap se barey aalim hi nahi ?har firqe me ek se barh k ek alim mojod hai aur sab hi k pass koi na koi authentic hadees ya Quran ka ayat mojod hai k wo hi right hai ...
yahan behas karne se mazeed koi behak na jae so please khud ko is gunah se bachaen ... log behakte jaenge aur tang aker apna apna ek new firqa banate jaenge ye firqe aese hi barhte jaenge ...

meri bat se kisi ki dil-azari hoi ho to mauzrat .... islam ka kuch bhla nahi kar sakte to bura bhi na karein ... shukriya :)[DOUBLEPOST=1349588738][/DOUBLEPOST]
Aap to her thread me srf sher hi talash karte rahen bas..[-(

shair ki sab se achi quality hai k wo 2 lines me bht sari lines keh deta hai ... :)
 
بِسْمِ اللَّـهِ الرَّ*حْمَـٰنِ الرَّ*حِيمِ()
وَقَالُوا لَن يَدْخُلَ الْجَنَّةَ إِلَّا مَن كَانَ هُودًا أَوْ نَصَارَ*ىٰ ۗ تِلْكَ أَمَانِيُّهُمْ ۗ قُلْ هَاتُوا بُرْ*هَانَكُمْ إِن كُنتُمْ صَادِقِينَ ﴿١١١﴾
بَلَىٰ مَنْ أَسْلَمَ وَجْهَهُ لِلَّـهِ وَهُوَ مُحْسِنٌ فَلَهُ أَجْرُ*هُ
عِندَ رَ*بِّهِ وَلَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ ﴿١١٢﴾وَقَالَتِ الْيَهُودُ لَيْسَتِ النَّصَارَ*ىٰ عَلَىٰ شَيْءٍ وَقَالَتِ النَّصَارَ*ىٰ لَيْسَتِ الْيَهُودُ عَلَىٰ شَيْءٍ وَهُمْ يَتْلُونَ الْكِتَابَ ۗ
كَذَٰلِكَ قَالَ الَّذِينَ لَا يَعْلَمُونَ مِثْلَ قَوْلِهِمْ ۚ فَاللَّـهُ
يَحْكُمُ بَيْنَهُمْ يَوْمَ الْقِيَامَةِ فِيمَا كَانُوا فِيهِ يَخْتَلِفُونَ
﴿١١٣﴾

ان کا کہنا ہے کہ کوئی شخص جنت میں نہ جائے گا جب تک کہ وہ یہودی نہ ہو یا عیسائیوں کے خیال کے مطابق عیسائی نہ ہو۔ یہ ان کی تمنائیں ہیں۔اللہ تعالیٰ نے تو ان سب کو مسلمان بنایا تھا۔ لیکن یہ فرقوں میں بٹ گئے۔ انہوں نے اپنے فرقہ وارانہ نام رکھ لیے۔کسی نے یہودی کہنا شروع کردیا اور کسی نے عیسائی کہنا شروع کردیا۔ اورجو کچھ یہ اصل میں تھے یا جو کچھ انہیں بنایاگیا تھا ، اسے یہ بھول گئے۔[ هُوَ سَمَّاكُمُ الْمُسْلِمينَ (الحج : 78)]اس نے تمہارا نام مسلمان رکھا ہے اس سے پہلے بھی اور اس دین میں بھی۔ لیکن یہ اپنی مسلمانیت کو بھول کریہودیت اور عیسائیت میں کھو گئے۔اور پھر ان کا خیال کیا تھا کہ کوئی شخص جنت میں نہیں جاسکتاجب تک کہ وہ ان کے فرقے سے تعلق نہ رکھتا ہو۔فرمایا: یہ ان کی تمنائیں ہیں، ان کے خیالات ہیں، ان کی سوچ ہے۔ ان سے کہو: اپنی دلیل پیش کرو اگر تم اپنے دعوے میں سچے ہو۔
جنت کس کےلیے؟

آج آپ دیکھیں کہ مسلمانوں کا بھی یہی حال ہے۔بعض اوقات مختلف گروہوں کے لوگ کیا سمجھتے ہیں کہ جنت صرف ہمارے لیے ہے، یا ہماری پارٹی یا ہمارے گروہ کےلیے ہے۔دوسرا تو کوئی اس میں جانہیں سکتا۔ کہاں لکھا ہے قرآن وسنت یا حدیث میں کہ فلاں نام کا جو فرقہ ہوگا یا فلاں نام سے جو منسوب فرقہ ہوگا، صرف وہی جنت میں جائے گا۔ ایسی کوئی تعلیم ہمارے دین میں نہیں ملتی۔نبی ﷺ کا کون سا فرقہ تھا۔صحابہ کرام کا کون سا فرقہ تھا؟ کون سا گروہ تھا؟ کوئی بھی نہیں! وہ سب مسلمان تھے۔ فرمایا: دراصل نہ کچھ تمہاری خصوصیت ہے نہ کسی اور کی۔ حق تو یہ ہے کہ جو بھی اپنی ہستی کو اللہ کو سونپ دے [بَلَىٰ مَنْ أَسْلَمَ وَجْهَهُ لِلَّـهِ ]سارے کا سارا اللہ کا ہوجائے۔[ وَهُوَ مُحْسِنٌ ]اور وہ محسن ہو۔ انسانوں کے ساتھ معاملہ کرنے میں محسن کا رویہ اختیار کرنے والا ہو۔ [فَلَهُ أَجْرُ*هُ عِندَ رَ*بِّهِ ]اس کا اجر اس کے رب کے پاس محفوظ ہے۔[ وَلَا خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلَا هُمْ يَحْزَنُونَ ﴿١١٢﴾]ان پر کوئی خوف نہ ہوگا اور نہ وہ غمگین ہوں گے۔
یہ آیت یہاں تیسری بار آرہی ہے پہلے ہی پارے میں۔ کہ جو شخص صحیح معنوں میں دین کی پیروی کرے گا وہ واقعی خوف اور غم سے نجات پاجائے گا۔
اپنا جائزہ لیجئے

اگر آج ہم کسی خوف اور غم کا شکار ہوتے ہیں تو یاد رکھیے،اپنے آپ کو ٹٹولیے کہ کہیں ہم دین کی کسی چیز سے ہٹے ہوئے تو نہیں؟ اور علاج کےلیے استغفار، اپنی غلطیوں کی پہچان اور اپنی اصلاح کی طرف توجہ کرنی چاہیے۔خوف اور غم دونوں ہی دور ہوجائیں گے۔لیکن اگر ہم ان کو مصنوعی طریقوں سے دور کرنے کی کوشش کریں گے اور اللہ کی اطاعت پر نہیں جمیں گے اور یہ فارمولا نہیں استعمال کریں گے کہ[ مَنْ أَسْلَمَ وَجْهَهُ لِلَّـهِ وَهُوَ مُحْسِنٌ ] تو اس وقت تک خوف اور غم سے نجات نہیں ہوسکتی۔
[وَقَالَتِ الْيَهُودُ لَيْسَتِ النَّصَارَ*ىٰ عَلَىٰ شَيْءٍ ] اب ان کی کچھ اور فرقہ وارانہ باتیں۔ یہود کہتے ہیں کہ نصاریٰ کسی چیز پر نہیں۔یعنی ایک دوسرے کو ہٹ کرتے رہتے ہیں، ایک دوسرے کو بلیم کرتے رہتے ہیں۔ایک دوسرے کی مخالفت میں لگے رہتے ہیں۔یہود اپنے آپ کو حق پر سمجھتے ہیں اور عیسائیوں کو برا بھلا کہتے ہیں اور اس کے برعکس [وَقَالَتِ النَّصَارَ*ىٰ لَيْسَتِ الْيَهُودُ عَلَىٰ شَيْءٍ ]اور نصاریٰ کہتے ہیں کہ یہود کسی چیز پر نہیں۔[ وَهُمْ يَتْلُونَ الْكِتَابَ ۗ ]اور یہ سب کتاب پڑھتے ہیں۔ اس سے کیا پتہ چلتا ہے کہ بعض اوقات کتاب پڑھنے کے باوجود بھی لوگ فرقہ واریت کا شکار ہوسکتے ہیں۔
فرقہ واریت ختم کیسے ہوگی؟

آپ نے دیکھا ہوگا کہ جب ایسی فرقہ واریت سامنے آتی ہے اور لوگوں کو سمجھایا جائے کہ یہ چیز درست نہیں تو کہتے ہیں کہ وہ بھی تو عالم ہیں، وہ بھی تو کتاب پڑھتے ہیں۔ تو ضروری نہیں ہے کہ کتاب پڑھنے سے فرقہ واریت ختم ہوجائے۔ جب تک کتاب کو اس کی اصل روح کے ساتھ نہ پڑھا جائے۔ جب تک کہ انسان اپنا آپ اللہ کے حوالے نہ کرے ، اپنے سب کا م اللہ کی خاطرنہ کرے اور جب تک انسان انسانوں کے ساتھ احسان کی روش اختیار نہ کرے، ان چیزوں سے نجات پانا مشکل ہے۔یہود نے اصل میں انبیاء اور بزرگوں سے وابستگی کو حق کا معیار بنایاتھا کہ ہم ان کو ماننے والے ہیں۔ اس وجہ سے وہ خود کو اور اپنی قوم کو حق پر سمجھتے تھے اور دوسری قوموں کو باطل قرار دیتے کہ وہ ہمارے بزرگوں کو نہیں مانتے ، لہٰذا وہ درست نہیں۔
آج ہمارے ہاں بھی یہی معاملہ ہے کہ اللہ اور اس کے رسول کی بجائے شخصیتیں اہم ہوگئی ہیں۔ حالانکہ ہم سب جانتے ہیں کہ ہر دور میں نیک لوگ آتے رہے ہیں اور وہ اللہ کی طرف بلاتے بھی رہے ہیں اور وہ دنیا سے چلے بھی جاتے رہےہیں۔کوئی ہمیشہ نہیں رہا۔ اصل نام باقی اللہ ہی کا ہے۔اس لیے انسانوں کی پیروی کرنی کی بجائے اور انسانوں کے پیچھے جانے کی بجائے ان کی نیکی کی وجہ سے ان کا بس احترام اور ان کی محبت کافی ہے۔باقی رجوع، تعلق اور نسبت اللہ اور اس کے رسول سے ہی کافی ہے۔
كَذَٰلِكَ قَالَ الَّذِينَ لَا
يَعْلَمُونَ مِثْلَ قَوْلِهِمْ ۚ
فَاللَّـهُ يَحْكُمُ بَيْنَهُمْ يَوْمَ الْقِيَامَةِ
فِيمَا كَانُوا فِيهِ يَخْتَلِفُونَ
﴿١١٣﴾
اسی طرح ان لوگوں نے کہا جو علم نہیں رکھتے، انہی کی بات کی طرح
یعنی یہ باتیں صرف یہود ونصاریٰ تک ہی بس نہیں۔ اسی قسم کے دعوے ان لوگوں کے بھی ہیں جن کے پاس کتاب کا علم نہیں۔ یعنی کتاب پڑھنےو الے بھی اس مشکل کا شکا رہیں اور ان پڑھ بھی۔ کیونکہ اختلاف اور فرقہ واریت انسانیت کےلیے ہر دور میں ایک مصیبت بنی رہی ہے۔ یہ اختلافات جن میں یہ لوگ مبتلا ہیں، اللہ تعالیٰ قیامت کے دن ان کے بارے میں فیصلہ کریں گے۔
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Salam,
Agar ap may say kissi ko bhi lagta hai k TM kissi firqay k for ya against hai to this is not true. Ap ki shikayat shayad yeh hai k ek user ko bolnay dia jata hai dosray ko nahi.. Kuch log Freedom of Speech ko staff ki laziness smajh rahe hain... etc etc...

Let me give you some FAQs here.
----------------------------------------------

  • Meri thread kiun close hoi? Dosray user ko bolnay ka chance mila or mujhe nahi.. aysa kiun?
    • aysa tab hota hai jab thread may jari bahess topic say hut kar personal bahess ban jati hai. Ofcourse agar bahess hogi to ek user dosray user say disagree kare ga.. laykin is ka matlab yeh nahi k users topic ko chor kar ek dosray par ungli uthana shuru kar dein... agar tmam user bagher personal comments k sirf topic par bat kareingay to topic close nahi hoga.. laykin agar koi bhi user personal comment pass kare ga to majboran thread ko close karna pare ga chahe last post may baat shai ya kuch bhi... So please use your rights properly.. For example: agar ap ko kissi user ki bat pasand nai ai to post may sirf or sirf apni baat ko defend kijiye.. laykin agar ap kehte hain k "you are stupid, you are always wrong, your post is senseless etc" that is wrong and we cant allow that....
  • Freedom of speech kia hai ?
    • yeh haq har user k pass hai k wo apni bat kahe.. chahe bat sach ho ya ghalat... laykin agar ap ki kahi hoi bat Rules k khilaf warzi karti hai ya phir Quran or Hadith k against to tab ap ko chup karwane ka haq staff k pass hai.. Agar ap ko lagta hai k Freedom of speech ka ghalat istemaal ho raha hai to ap bilkul theek hain. kiun k dunya k tamam hisay may freedom of speech ka ghalat istemal kia jata hai.. log a kar kuch bhi bol dete hain or freedom of speech ka rule us ko cover karta hai.. Laykin idher TM par Freedom of Speech k kuch rules hain jo k may nay abhi describe kiye.... Please pay respect to each other... talk about a topic... DO NOT raise your finger against anyone... TRY TO SHARE KNOWLEDGE INSTEAD OF PROVING EACH OTHER RIGHT OR WRONG...
  • Mods Wrong thread ko foran close kiun nahi karte ?
    • Thousands of topics get created everyday. Unfortunately, we cannot moderate every single post made every hour.. We do our best to take control but we cant take control 100%... Thats why we have a system called REPORT.... please report system use kijiye as much as you like... its FREE !!! ap ki jeeb say kuch nai gaye ga... USE REPORT system and then we will take care of it. Also use DOWN VOTE system as well.

Now, abhi ho sakta hai kuch user meri bat say mutmain na howay ho.. but to be honest na may qualify hon or na ap kissi bhi baat ko right ya wrong prove karnay k lie.... Hamesha har problem ka haal nahi hota.. kuch problems ayse hote hain jin ko na cherha gaye to behter rehta hai...

Ap ka kia khiyal hai k jo Islamic maslay salo say chalay arahe hain wo maslay ap log ek thread laga k solve kar deingay ? We have to fix ourselves other issues will get resolved by itself ....

From now on please try to share knowledge only... try not to show who is right or wrong... that will just increase rage and hate.. even Islam does not allow that...

Peace !!
I might be making few changes in Islamic Rule asap... but that does not means it will solve all possible problems.
hmmmmmm very nicee sharing ummed karta hon forum se shikwa karne wale kafi afrad mutmain hogaye honge lekin Don bro mujhe bs ek choti si baat clear karni thi ke jese maine yeh surah fatir ki yeh ayat or iska tarjuma likha

Yooliju allayla fee alnnahari wayooliju alnnahara fee allayli wasakhkhara alshshamsa waalqamara kullun yajree liajalin musamman thalikumu Allahu rabbukum lahu almulku waallatheena tadAAoona min doonihi ma yamlikoona min qitmeerin(13)

In tadAAoohum la yasmaAAoo duAAaakum walaw samiAAoo ma istajaboo lakum wayawma alqiyamati yakfuroona bishirkikum wala yunabbioka mithlu khabeerin(14)

tarjuma:

Woh raat ko din main dakhil farmata hai or din ko raat main dakhil farmata hai or usne suraj or chand ko ek nizam ke tehet musakkhar farma rakha hai or har koi ek muqarrar mi'aad ke tehet harkat pazeer hai yehi Allah tumhara rab hai or issi ki sari badshahat hai or jinhe tum is Allah ke siva pukarte ho woh khajor ki ghutli ke reshe ke barabar bhi taqat nahi rakhte(13)

ay mushrikon agar tum inhe pukaro to woh tumhari pukaar nhi sun sakte or agar woh sun bhi len to tumhe javab nhi de sakte or qayamat ke din woh tumhare shirk ka bilkol inkaar kar denge or tujhe is khuda e ba khabar jesa koi khabardar nahi kare ga(14)

maine is forum per quran ki yeh 2 ayaten logon ki knowledge ke lye share kardin lekin masla yeh hoa ke woh log jo Allah ke siva baqi logon ko b madad ke lye pukara karte hain un logon ne mujhse ikhtilaf shuro kardya zidd behes shuro kardi ke ap hamare firqe ko bura bhala keh rhe ho badnam kar rhe ho falan falan to mujhe apse bas yeh pochna tha ke is forum per agar main Quran ki koi ayat likhta hon jis se kisi ka firqa ghalat sabit horha ho to main quran ya hadees sunana hi band kar dun?
 
No they cant. You have right to keep sharing Quranic Verses and Authentic Hadith as much as you like. But others are not allowed to tell you to stop for doing that.... Please use report system generously.... again... its FREE !!!
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
well Jitnay Comments abhe tak perhnay ko milay hain un se nahi lagta ke hum main se koi bhi in simple se baatOn ko samjhnay ka Qabil nahi..! sO ab baatain tu ho gien ab achay Muslims honay ka sabOot dena chahiye ke hum in per Practically amal bhi keran.

Main aak aur baat Yahan MentiOn kerna ChahOn ge ke kise bhi member ko allow nahi Hona chahiye ke woh Islam se related Dhara Dhar Copy paste material post kerta Jaye kyun ke aak din main hi itnay zyda topics post ker diye jatay hain Jin se Conflicts bhi utnay hi zyda bhartay hain aur un ka Faida bhi koi nahi kyun ke Log itna kuch aak din main kaise perh saktay hain so woh bezar hon gay na ke mustfeed. ager aap Waqae hi Islam samjhana chahtay hain apni Msg Convey kerna chahtay hain doseron tak tu aap ko aak Precise manner main chalnay ke zurorat hay. Kyun ke Islam is baat ke Ejazat nahi dena ke kise pe us ke istaat se zyda Bojh Dalo. so Ankhen band ker ke Copy paste material share kernay ke Bjaye Authentic, Short and Simple way main share kijiye Jo her aak ki samjh main ajaye.

@Don
@hoorain
@Atif-adi
@*Muslim*
@i love sahabah
@lovelyalltime
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
hmmm sahi kaha itni lambi lambi taqreeren chal rahi hoti hain threads main or hasil wasool kuch nhi horha hota islye behter tarika yehi hai ke asaan lafzon main or larai jhagra kye bina hi bat ki jai
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
m sorry to say per app sab ko sharam ani chaiye k app log kis tarah se Islam per bhes kartey hai.... Na to khdh samajhne ki koshish karrey hai or na hi kisi or ko samajh ne derey .... ye kis tarah k musalman hue ??? dikhawa hai kia ye?? mazzak hai kia ye??? sharam nhi ati k musalman ho kar dusrey hi musalman ko point out karrey ho...??? zara sa bhi khuda ka khauf nahi hai k ye jo bhi cheap harkaten ap log karrey hai is ka kia jawab doge?? dar nahi lagta k kisi ko bhi is tarah se point out karney se??? ap log hotey kon ho 1 dusre ko sahi ya ghalat kehne wale???

hadh hogie hai .... har din koi na koi fazool k bhes hori hoti hai yahan Islam k upper.... ye Islam section isliye nahi banaya k 1 firqa dusrey firqey ko ghalat boley.... ya apni zaat ki bezatti karwaye.... ye section isliye banaya gaya hai k Islam se related batoo ko sab tak phunchaya jaye... ho sakta hai k koi non-muslim b yahan kabhi visit karen... hosakta hai k koi non-muslim islam ko samajhna chahta ho ... or yaha ayen.... to wo jab ye sab dekhega to us per kis tarah affect parega Islam k barey main??? Islam ka matlab pocho to sab kehtey ho k Islam ka matlab Peace hai ... per yahan dekh kar hargiz nahi lagta.....

apney hi religion ki itni bezatti karrey ho app log....
aaj kal q log point out kartey hai muslamano per in hi sab bato ki wajah se jo ap log karrey ho .....

Staff k peeche parh gaye k staff ye karra hai wo karra hai .... apni harkaten dekhi hai kia??? baghire sochey samjhey kuch bhi app log boldetey ho .....

kindly.... app log islam section k rule ko samajhne ki koshish karen... or us ko follow karney ki .... or ussey barh kar.... Islam ko samjho... jo threads lagayen jaye unhi samjho....
OMG pari ghusse me
[DOUBLEPOST=1349598671][/DOUBLEPOST]
Salam,
Agar ap may say kissi ko bhi lagta hai k TM kissi firqay k for ya against hai to this is not true. Ap ki shikayat shayad yeh hai k ek user ko bolnay dia jata hai dosray ko nahi.. Kuch log Freedom of Speech ko staff ki laziness smajh rahe hain... etc etc...

Let me give you some FAQs here.
----------------------------------------------

  • Meri thread kiun close hoi? Dosray user ko bolnay ka chance mila or mujhe nahi.. aysa kiun?
    • aysa tab hota hai jab thread may jari bahess topic say hut kar personal bahess ban jati hai. Ofcourse agar bahess hogi to ek user dosray user say disagree kare ga.. laykin is ka matlab yeh nahi k users topic ko chor kar ek dosray par ungli uthana shuru kar dein... agar tmam user bagher personal comments k sirf topic par bat kareingay to topic close nahi hoga.. laykin agar koi bhi user personal comment pass kare ga to majboran thread ko close karna pare ga chahe last post may baat shai ya kuch bhi... So please use your rights properly.. For example: agar ap ko kissi user ki bat pasand nai ai to post may sirf or sirf apni baat ko defend kijiye.. laykin agar ap kehte hain k "you are stupid, you are always wrong, your post is senseless etc" that is wrong and we cant allow that....
  • Freedom of speech kia hai ?
    • yeh haq har user k pass hai k wo apni bat kahe.. chahe bat sach ho ya ghalat... laykin agar ap ki kahi hoi bat Rules k khilaf warzi karti hai ya phir Quran or Hadith k against to tab ap ko chup karwane ka haq staff k pass hai.. Agar ap ko lagta hai k Freedom of speech ka ghalat istemaal ho raha hai to ap bilkul theek hain. kiun k dunya k tamam hisay may freedom of speech ka ghalat istemal kia jata hai.. log a kar kuch bhi bol dete hain or freedom of speech ka rule us ko cover karta hai.. Laykin idher TM par Freedom of Speech k kuch rules hain jo k may nay abhi describe kiye.... Please pay respect to each other... talk about a topic... DO NOT raise your finger against anyone... TRY TO SHARE KNOWLEDGE INSTEAD OF PROVING EACH OTHER RIGHT OR WRONG...
  • Mods Wrong thread ko foran close kiun nahi karte ?
    • Thousands of topics get created everyday. Unfortunately, we cannot moderate every single post made every hour.. We do our best to take control but we cant take control 100%... Thats why we have a system called REPORT.... please report system use kijiye as much as you like... its FREE !!! ap ki jeeb say kuch nai gaye ga... USE REPORT system and then we will take care of it. Also use DOWN VOTE system as well.

Now, abhi ho sakta hai kuch user meri bat say mutmain na howay ho.. but to be honest na may qualify hon or na ap kissi bhi baat ko right ya wrong prove karnay k lie.... Hamesha har problem ka haal nahi hota.. kuch problems ayse hote hain jin ko na cherha gaye to behter rehta hai...

Ap ka kia khiyal hai k jo Islamic maslay salo say chalay arahe hain wo maslay ap log ek thread laga k solve kar deingay ? We have to fix ourselves other issues will get resolved by itself ....

From now on please try to share knowledge only... try not to show who is right or wrong... that will just increase rage and hate.. even Islam does not allow that...

Peace !!
I might be making few changes in Islamic Rule asap... but that does not means it will solve all possible problems.
very well said bro!

well i think we should start thread approving system in islamic section again!
is se ager 100% nai to kaafi had tak to solve ho hi jaegi problems!
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
im agree with atif pehle islami section main koi thread lagate the to approved hone ke bad show kya jata tha ab to islami section main takreeban har kind ka thread hi show hojata hai or phir bad main edit kye ja rhe hote hain
by the way yeh jo shikayati thread hai yeh b suggestion & issues wale section ke bajai islaam ke section main hi post kar diya gaya na?
 
Status
Not open for further replies.
Top