aapka Manzar ,aapki kahani!! 3 march-2012 to 10-march 2012

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
Assalamu Alaykum Wrwb :)
abhi tak kisi ne kuch share nahi kiya /:)
chalen is susti ko door karne ke liye ek sust ki kahani hi suna dete hain
waise kahania to ham likhte nahi lekin hoor didi likhna sikha diye akhir
umeed karte hain ap sab ko pasand aaye ye tooti phooti kahani

Main Sust Tha/:)

roz ki tarah aaj bhi suraj mujh se pehle tulu ho gaya jab bahar aaya to manzar bhi roz ki tarah hi khush gawar tha thandi dhoop thi chirion ki gungunahat bhi, sab apne kaam me khushi khushi lage hue the dada ji bailon ko pani pila rahe the baba kunwe se pani nikal rahe the maa chote padu ke liye ghans la rahi thi jo ghar ka naya rukn hai aur choti bhi ussi ke liye bartan me kuch bana rahi thi, chotu to padu se chimta hua khush tha usse sehla raha tha aur baki janwar bhi roz ki tarah unke apne mashgale me the, raha main ek jo roz ki tarah sust aur nikamma tha/:) lekin pata nahi is baar kya hua mujhe ajeeb lagne laga dil me ye baat baith gayi ke nahi mujhe bhi subha subha uthna hai aur sab ki tarah ghar ka kaam karna hai aur ammi abbu ki madad karni chahiye unka kaha maan na chahiye phir ye soch kar mere andar ek khushi ki lehar daudh parhi:) aur main sochne laga jab kal ko koi ye manzar dekhe to in sab ke sath unhe main bhi kaam karta hua nazar aana chahiye:)

ab mujhe kal ki subah ka intezar hai aur ab main keh sakta hun ke main sust tha lekin ab nahi hun :)
waalikumaslam

bohat achi tehreer hai:)

best of luck :)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
hamari ek sharing se kitni dhoom mach gayi is thread me :p
jaise banjar zameen me hariyali agayi wah waah /:)
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hahahaha Saviou bhaya bja farmaya ;))

ye acha idea hay next time maine sirf aapko Link Vm kar diya karna hay aur aapko baar baar tang karna hay share karain share karain phir kuch share kar k aap khud sabko VM kar diya kariyega meka kaam aasan ;)) :p

wowwww shabash hoorain shabashhh ye idea pehle q nhi aaya ;;) :p
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
hahahaha Saviou bhaya bja farmaya ;))

ye acha idea hay next time maine sirf aapko Link Vm kar diya karna hay aur aapko baar baar tang karna hay share karain share karain phir kuch share kar k aap khud sabko VM kar diya kariyega meka kaam aasan ;)) :p

wowwww shabash hoorain shabashhh ye idea pehle q nhi aaya ;;) :p
kya kaha ap ne kuch sunai nahi dera /:)
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalamu Alaykum Wrwb :)
abhi tak kisi ne kuch share nahi kiya /:)
chalen is susti ko door karne ke liye ek sust ki kahani hi suna dete hain
waise kahania to ham likhte nahi lekin hoor didi likhna sikha diye akhir
umeed karte hain ap sab ko pasand aaye ye tooti phooti kahani

Main Sust Tha/:)

roz ki tarah aaj bhi suraj mujh se pehle tulu ho gaya jab bahar aaya to manzar bhi roz ki tarah hi khush gawar tha thandi dhoop thi chirion ki gungunahat bhi, sab apne kaam me khushi khushi lage hue the dada ji bailon ko pani pila rahe the baba kunwe se pani nikal rahe the maa chote padu ke liye ghans la rahi thi jo ghar ka naya rukn hai aur choti bhi ussi ke liye bartan me kuch bana rahi thi, chotu to padu se chimta hua khush tha usse sehla raha tha aur baki janwar bhi roz ki tarah unke apne mashgale me the, raha main ek jo roz ki tarah sust aur nikamma tha/:) lekin pata nahi is baar kya hua mujhe ajeeb lagne laga dil me ye baat baith gayi ke nahi mujhe bhi subha subha uthna hai aur sab ki tarah ghar ka kaam karna hai aur ammi abbu ki madad karni chahiye unka kaha maan na chahiye phir ye soch kar mere andar ek khushi ki lehar daudh parhi:) aur main sochne laga jab kal ko koi ye manzar dekhe to in sab ke sath unhe main bhi kaam karta hua nazar aana chahiye:)

ab mujhe kal ki subah ka intezar hai aur ab main keh sakta hun ke main sust tha lekin ab nahi hun :)
Behad khoob bhai naseehat bhi
aur pur lutf bhi bohot hi achha
hai

best of luck for the contest bhai
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Bohat Khoob Janab

Bohat khusurti say app nay apni susti k doooor kerny ki kosish ki hy

Best of Luck

Top