Khuwab dulhan

  • Work-from-home

waqar7

Newbie
Dec 5, 2011
1
1
0
44
meri sister ka name naheed urf ashi us ny dekha ky wo dulhan bani hai barat aa chuki hai.lekin dulha nahi dekha.red colour ka lehnga pehna hai.2sis dulhy ki us ky pass khari hai.naheed kehti hai joota abi nahi aya.fir apni bari sister ko kehti hai k kareeb wali shop sy joota ly aao itni deer m tayar hoti hon or eyes khul jati hai.wo aksar khud ko dulhan bany dekhti rehti hai. lekin us ki shadi nahi hoi.plz es khawab ki tabeer bta dy.thankx

---------- Post added at 01:15 PM ---------- Previous post was at 01:13 PM ----------

meri sister ka name naheed urf ashi us ny dekha ky wo dulhan bani hai barat aa chuki hai.lekin dulha nahi dekha.red colour ka lehnga pehna hai.2sis dulhy ki us ky pass khari hai.naheed kehti hai joota abi nahi aya.fir apni bari sister ko kehti hai k kareeb wali shop sy joota ly aao itni deer m tayar hoti hon or eyes khul jati hai.wo aksar khud ko dulhan bany dekhti rehti hai. lekin us ki shadi nahi hoi.plz es khawab ki tabeer bta dy.thankx
 
  • Like
Reactions: Habeel

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
khuwab main shadi dekhna koi achi alamat nahi hai aisa dekhne waloon ke ranjo ghum main izafa hota hai aur unka baar baar aisa dekhna is baat ki daleel deta hai ke woh is baat ko ke unki shadi nahi ho rahi hai ko zehan pe sawar rakhti hain . khuwab sache bhi hote hain aur baaz sirf khayalat ye Allah behtar janta hai aap un ke lye sadqe ka intizaam karen aur koi wazeefa karney ka bolen shadi ke lye InshaAllah jald un ki shadi ho jaye gi shukrya
 

zulqarnain

~ A Man Of Two Ages ~
VIP
Dec 28, 2008
8,004
2,473
113
31
Karachi
it can be a Psychological factor,
woh shayed apni shadi k barey mein sochti rehti hain .
isi liye un k unconcious mein ye baat beith gae hai , may be thtx y unko aisy khwaab aaty hon.

nd if u talk about sprituality then apni shadi khwaab mein deikhna koi achhi alaamat nahi hai , aapko jald az jald kisi achhy aalim se rabita karna chahiye hai jo aapko iska sahi matlab batae aur shariyat k hisab se jo aapko karna chahiye hai woh batae.
 
  • Like
Reactions: Asma24 and Pari

myaries21

Newbie
Apr 12, 2016
1
0
1
Aslam o Alikum!!
Anybody can help mein about Khawab ki Tabeer? if any one, let me explain my Khawab..!
 
Top