Tuheed Ayat-e-Kareema ki Fazilat

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
JazakAllah...
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam o alaikum
ye aayath me hazrat younus alaihissalam ka waqiya bayan kia gaya jab wo kashti k zarye samundar me safar kar rahe thei to achanak toofan k aasaar namudaar hogaye.khareeb ye tha k kashti doob jaaye.laikin unme se chund logon me ye tai paaya k ksi ko is kashti se nikal diya jaaye uske liye unho ne qiraa andaazi ki jisme hazrat younus alaihisslam ka naam nikal aaya laikin wo log inhe kashti se bahar nahi phenkana chahte thei.isliye dobara sebaara qiraa nadaazi ki gayi laikin younus alaihissalam hi ka naam nikal aaya.aur unho ne apne kapre utaar kar paani me chlaanglagadi.aur Allah ne ek machli(fish) ko hukum diya k inhe nigal lo.aur machli(fish)ne inhe nigal liya.

aur wo to samajh rahe thei k wo marchuke hain laikin jab haath pair halaya to unhe pata chala k abhi tak wo zinda hain.to unho ne ye tasbeeh dohraani shru kardi.yahan tak k Allah ki madad aa pahunchi aur machli(fish) ne inhe apne pate se nikal diya.subhanAllah

laikin mujhe aisi koi sahih hadees nazar se nahi guzri jisme Allah k nabi(pbuh) ne ye bataya ho k is aayath ko mussebat k waqt parhna chahiye.agar aap iska reference bhi dete to theek rahta.taake mere ilm me bhi ye baat aajaye.
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi

Jab Hazrat Younis A.S machli ke pet main thay toe inhi ayat ka wird unhoo ne kya tha aur ye ayat Quran main maujood hai aap check kar sakte hain ref neeche dya gaya hai :)
 
~Ambitiou$ Girl~

•°o.O ʍąţȼhℓ€$$ O.o°•
Super Star
May 26, 2010
6,851
2,131
1,313
pakistan
yeah ye tou unintentionally exam days main parha jata hai
but it is called AYAT-E-KAREEMA
ye baat mujhe maloom nahi thi
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Ji Bilkul durust farmaya aap ne muslim mushkil ke waqt is duwa ko parh sakte hain . duwa jaisi bhi ho duwa hoti hai Quran ka aik hurf parhne pe neki hai toe ye toe pori ayat hai aur aisi makhsoos ayat jis ka wird Hazrat Younis A.S. ne machli ke pet main kya tha jab woh mushkil main thay
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

Jab Hazrat Younis A.S machli ke pet main thay toe inhi ayat ka wird unhoo ne kya tha aur ye ayat Quran main maujood hai aap check kar sakte hain ref neeche dya gaya hai :)
shayed aapne mera post parha hi nahi hai.aap bus ye kah rahe hain k younus alahissalam machli k pet me thei tab unho ne ye wird kiya tha laikin maine to sara waqiya hi apni post me bayan kiya.khair aur maine hadees ka reference aapse poocha tha.aapne likha k hadees e shareef me hai k jab koi musibat zada.........laikin iska koi reference nahi likha hua hai. :)
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Janab Tirmizi Shareef main ye hadees mil jaye gi aap ko mere pass us page ka ref nahi is waja se main hawala nahi de raha

2nd baat ye ke quran ki ayat ko aur aisi ayat jo khudh kisi rasool ne mushkil ke waqt parhi ho kaise jhutla sakte hain kuch hasil ho na ho sawab phir bhi milega aap ko ub is ko bhi aap ghalat kahen ge ke quran ki ayat parhna ghalat hai toe mere pass phr koi aur jawab nahi bro :)
 
Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
jazakallah ..bht khoobsurat sharing hy zee..mene suna hy es bare me aur musebat me parhti b hoon ..
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Janab Tirmizi Shareef main ye hadees mil jaye gi aap ko mere pass us page ka ref nahi is waja se main hawala nahi de raha

2nd baat ye ke quran ki ayat ko aur aisi ayat jo khudh kisi rasool ne mushkil ke waqt parhi ho kaise jhutla sakte hain kuch hasil ho na ho sawab phir bhi milega aap ko ub is ko bhi aap ghalat kahen ge ke quran ki ayat parhna ghalat hai toe mere pass phr koi aur jawab nahi bro :)
brother maine aapko bus reference poocha agar aap desakte hain to den.warna kahin se bhi copy paste kardia.sahih nahi hai.jab tak hum us maamle me tahqeeq nahi karlete tab tak hame share nahi karna chahiye.kyunke ye deen ka maamla hai.agar aapne waqayi tirmizi me parha hai to wahi refrence yahan likh dijiye main usse check karlunga.aur ye baat dosron tak bhi pahunchaunga aur iska ajr hum dono ko milega inshaAllah.:)
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Bro maine ye duwa quran main parhi hai aur jab Hazrat Younis A.S is ko mushkil ke waqt parh sakte hain toe main bhi parh sakta hon . duwa ka Asal mean hota hai Allah se mangna jo hum kisi bhi terha mang sakte hain :) JazakAllah
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
jazakAllah khair bhai ye lijiye iska refrence.ye hadees ibn e abi haatim me hai.

hazrat saad raziAllahu anhu ne farmaya main aapko iski qabar deta hon rasool(pbuh) ne hamare saamne awwal dua ka zikr kia hi tha k ek airaabi aagaya.aur aapko apni baaton me mashghool karlia bahot waqt guzar gaya aap(pbuh) wahan se uthe aur makaan ki taraf tashreef le chale main bhi aapke peeche hoolia jab aap ghar k ghareeb pahonch gaye mujhe darr laga k kahin aap andar na chale jaayen aur main rah na jaaon to maine zor zor se zameen par paaon mar kar chalna shru kia meri jootiaon ki awaaz sunkar aap(pbuh) ne meri taraf dekha aur farmaya kaun abu ishaaq? main farmaya ji haan ya rasool Allah(pbuh) main hi hon.aapne farmaya kia baat hai? maine farmaya k aapne(pbuh) awwal dua ka zikr kia fir wo airaabi aagaya aur aapko mashghool karlia aapne(pbuh) farmaya han wo dua hazrat zul noon alaihissalam ki thi jo inho ne machli k pet me ki thi (aur ye dua parhi) suno jop bhi musalman jab ksi maamle me jab kabhi apne rab se ye dua kare Allah taala isse zaroor qabool farmata hai.
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
JazakAllah chalen aap ko is baat ka proof mil gaya ke ye duwa mushkil waqt main parhi jati hai
 
Top