ohh wah wah wah MASHAALLAHkeh raha hai shaure darya se samandar ka sakoot
jis mai jitna zarf hai utna hi wo khamosh hai
Pf bro ne sahi guess kiyaDariya se keh raha hai samandar Ka sakoot
Jis ka Jitna Zarf hai utna woh Khamoosh hai
next
kam hain dunya hazaro me zoak karne ko
karte nhi kuch kamal log hain karte jo
dunya may hazaron kaam hay karne ko zoakDariya se keh raha hai samandar Ka sakoot
Jis ka Jitna Zarf hai utna woh Khamoosh hai
next
kam hain dunya hazaro me zoak karne ko
karte nhi kuch kamal log hain karte jo
maybe aapka sahi ho but pata nahin kio I laughed while reading the last line
dunya may hazaron kaam hay karne ko zoak
kamal kartey hain jo log kuch nhi kartey
aapne jo sher likha wo kuch is tarha hai
kah raha hai josh e darya se samandar ka sakoon
jisme jitna zurf hai utna wahi khamosh hai
Yes sahi samjha aapneMatlab is main worng shair likna hain fir next os ko sahi kerin ga
yupyyy
maybe aapka sahi ho but pata nahin kio I laughed while reading the last line
jho loug kuch nahin kerte voh kamal kasie kersakte hain ...
Oh acha pir tu aapka sahi hoga tu aap comment kare
yupyyy
same happened to me while i was reading urs
in fact abhi main ussi pe comment kar rhi thi its really interesting
ye sab yoursks bhaya ki waja se unho ne aik baar muj se bola tha k jo log kuch nhi kartey wo log kamal kartey hain un k issi qol ko maine idhar implement kar diya
i guess dono ghalat hon gaye
Oh acha pir tu aapka sahi hoga tu aap comment kare
Yeah Maybe.. but aapka zoak k adding last mei voh bhi funny the
i guess dono ghalat hon gaye
maine ye shaer parha hi pehli baar hay
khair be creative