Aslam-o-alikum TM nation kesay hain Sab , jesa k sab ko maloom hain k Aj 14 ov August hai.
Bht bara din K jab Pakistan Wajood men Aya, Jahan Es din Hum apni Kushi ka izhar Gharoon,
galiOon or bazaroon ko saja kar karte hain wahin Es baat ka Bi Khayal Rakha jaye k yeh perchum ksi tra bi sarnigun na Ho..
choti choti jhandiaan Jahan bazaroon ki zeenat banti hain wahin yeh Jhandian Bad men parioon talay bi ati hain , ..{)^})
Es baat Ka hd darza se ziada khayal rakha jaye k Parcha ki hurmat par koi aanh na aye,
DostO ap sy partition k waqt ka aik waqia share karta hn
jo Urdu ki book men bht se Doston ne parha bi ho ga ,...
Intezaar Hussain aik chota sa 12 saal ka bacha jo Ami ko zid karta hai k maine bi jhanda lena hai or us ki mamta ko sabar nai ata to wo apne
Dobatay se Intezaar hussai ko jhanda silai kar detin hain, Us chotay se bachay ki kushi ki hd nai rehti, wo Us jhanday ko choti se danday ( stick) par
lagaye galion men dorta hai or Pakistan Zindabad k naray lagata hai , Yeh baat hindoon ko nagvar guzerti hai,
Or bht se hindu Us chote se Intezaar hussain par toot parte hain , wo jhanday ko phr bi girnay nai deta , .
Yahan tak k Us par tail ( Oil ) phank kar Use jala dia jata hai , Intezaar hussain ...Ahista Ahista
Daray-e-fani se ab ja raha hota hai par , pura jal jane k bad men wo Jhanda ( Flag ) us k hath men rehta hai
bilcul seeda , Or uska maan Uski khawish puri ho jati hai k yeh parcham seeda rahay , Ouncha rahay ,...
Last time bi aesa hi thread 14 august s pehlay maine lagaya tha iam giving the link below ...
http://www.tafrehmela.com/baat-cheet/132712-parcham-ki-hurmat.html
Es bar bi laga rha hn , Aaiye Es baar hum Aehad karte hain k Jis Had tak mumkin ho saka Watan-e-Aziz k parcham par aanch nai any dain gay
her neechay girne wali JhandioOn ko Utha kar mehfuz jaga rakhaian gay ...
{(gimmefive)}
Umeed hai k SAb dost mera sath den gay ......
Ay Watan Tune Pukara to Lahhoo khool utha
Teray betay Tere Jhanbaz chalay atay haain ...
Long live Pakistan ...Pakistan Zindabad ...

Attachments
-
73.4 KB Views: 305